Aik din kaantey ney phool sey poocha k aaye phool'
mujhe tumhari mohabbat sey kya haasil howa
dekhtey hi har koi apney tevar badal leta hai shayad
iss liye k mein unhain zakhmi kar deta hoon or Duniya
tum par marti hai tumhari khushboo leney ko tarasti hai
lakin mujhe tumhari mohabbat se kya milla-
Phool yeh sab sun kar muskuraya or kehney laga
tumhain to khush hona chahiye jiss par duniya marti hai
woh tumharay baghair aik pal nahin reh sakta'jab mujhe koi
tum sey juda karta hai to mein mar jata hoon kyun k mein
sirf tum sey mohabbat karta hoon