Khuwab Plzzz....Mujhey khuwab ki tabeer samjha dain plz.

  • Work-from-home

goher

Newbie
Dec 22, 2011
4
0
0
40
Mari kazan se mara rishta pakka ho gya h.
us ne khuwab daikha k sab aik jagan jaman hain.or mara or us ka nikah ho gya h.seen change hota h.use emergancy mein hospital lejaya jata h.wo wahan 3 beton ko janam deti h.2 judwan hote hain.or aik beta waqfe se usi din hota h.wo bohat khush hoti h.mujhe fone ker k 3 beton ki news deti h.main ulta gussa hota hn or naraz hota hn k nikah huwa tha .rukhsati nai hoi thi.to yeh 3 bete kahan se a gaye.wo mujhe apna yakeen dilati h.waste deti h.wo kehti h k ap ne wada kiya tha k mara sath nai chodo ge to ab kyun chod rahe ho.bt main nai yakeen kerta .or naraz ho jata hn.
Yeh khuwab us ne 7 bajay suba k waqt daikha h.or wo jab uthi to wo seedhi leti hoi thi.plz is ka matlab bata daim plz.
 
Top