Khuwab princess maria

  • Work-from-home

payal

TM Star
Apr 12, 2009
1,246
672
113
mera khayal hai koi khwab saccha nahi hota..
aur aneme tum to na raat ko soya karo na din ko...{(baby2}){(baby2})
 
  • Like
Reactions: **King**

haroonbaig

Newbie
Jun 28, 2009
682
275
0
42
Prophet (SAW) said that "NABOOWAT K 46 DARJAY HEN, 45 MERAY SATH UTHA LIYE JAEEN GAY AUR AIK DUNIYA MEN BAQI RAHAY GA, AUR WO HEN SACHAY KHAWAB"
 
  • Like
Reactions: intelactual

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
Prophet (SAW) said that "NABOOWAT K 46 DARJAY HEN, 45 MERAY SATH UTHA LIYE JAEEN GAY AUR AIK DUNIYA MEN BAQI RAHAY GA, AUR WO HEN SACHAY KHAWAB"
u r right

khuab sachay hotay hain ,aur kuch longo ko jaisay khuab atay hain wesy hi pooray hotay hain lakin ye un ki roohani capibility par hota hai k wo kitni strong hai suba k khuab specially fajar se pehlay k aksar sacha hota hai lakin zuroori nahi k jaisa dekha wesa matlab ho becoz har ksi ka kuch alag matlab bhi hosakta hai aur jab namaz parh kar so tab bhi achay aur sachay khuab nazar a saktay hain thanx..
 
  • Like
Reactions: intelactual

intelactual

Regular Member
Sep 20, 2008
58
34
1,118
I strongly agree with harron baig and also with sweet syndrella.
because Khawab ishara, order or kisi kam se stop krne k liay hote hein.
Istakhara me yehi to btaya gia he.
 

zulqarnain

~ A Man Of Two Ages ~
VIP
Dec 28, 2008
8,004
2,473
113
31
Karachi
well sis jitna main ne suna hai aur parha hai us k mutabiq...

Fajr ki azaan k qareeb k waqt k khwaab sachy hoty hain ziada tar....

baqi ALLAH sub kuchh sahi jan-ny wala hai....
 
  • Like
Reactions: intelactual

TM DON

TM Star
Dec 18, 2009
1,566
3,112
713
46
pakistan rwp
الحمد اللہ رب العلمین والصلوٰة والسلام علیٰ سید المرسلین

اما بعد فاعوذ باللہ من الشیطنٰ الرجیم بسم اللہ الرحمن الرحیم

السلام علیکم ورحمتہ اللہ

اپنے خواب ہر کسی کو نہیں بتانے چاہیے
اور نہ ہی ہر کسی سے تعبیر پوچھنی چاہیے
تعبیر کسی عالم سے دریافت کریں تو زیادہ بہتر ہے
جزاک اللہ
Khuwab KEY TABEER KAY LEYE



http://taveel.com/Root/index


جزاک اللہ
 
  • Like
Reactions: MURSHAAD
Top