QARAAR BAAQI HAY
Aik wajah-e-Qaraar baaqi hay
App ka intzaar baaqi hay
Apni hasti pe ikhtiyar nahi
Mout par ikhtiyar baaqi hay
Apny daaman main koi taar nahi
Saans ka aik taar baqi hay
Doar hi bewafa tha app na thy
App ka aitbaar baaqi hay
Kaarwan kooch kar gaya
Kaarwan ka ghubaar baaqi hay
Aik wajah-e-Qaraar baaqi hay
App ka intzaar baaqi hay
Apni hasti pe ikhtiyar nahi
Mout par ikhtiyar baaqi hay
Apny daaman main koi taar nahi
Saans ka aik taar baqi hay
Doar hi bewafa tha app na thy
App ka aitbaar baaqi hay
Kaarwan kooch kar gaya
Kaarwan ka ghubaar baaqi hay