Raat barthi rehi ... !!

  • Work-from-home

sarmad786

TM Star
Sep 19, 2009
2,238
373
83
41
raat barthi rehi ..
dard bartha reha
mai ishaq ki aag mai jalta reha.

mai ankh band kiye..
tmhe say shikwaye krta reha
tum sunti rehi
mai dard ki dastan sunata reha...

her roz ki terha
mai tmhe manata reha,
tum mera dil jalati rehi
mai tum say chahat nabhata reha..

door ho ker bhi
tmahari tabyiat nhi badli
tum aankhyian churati rehi
mai wafa ki kasmay kahta reha...

ek mai hi piyasa reha sari raat..
tum rulati rehi, mai ansoo bahata reha
hum nay bhi akhir mubhat ka sabak parh liya...
sari raat tmhara naam dil pr likha kr mitata reha...

raat barthi rehi ..
dard bartha reha
mai ishaq ki aag mai jalta reha....... Zia
 
Top