Help Request

  • Work-from-home

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Salam tO Evry One
janab may aap lOgO ki tOri tawajOo Chahta hOn
1 prOblem hai k jab hum Thread banatay hai tO Os may kOi piC TM rules k khelaf hO ya kiSsi prOblem ki waja Say likn kaam na karray tO hum baad may OS Thread k main page kO Edit nahi kar Saktay jiS ki waja Say wO Thread bekar hO jati hai
meri aap lOgO Say guzariSh hai k jO member Thread banta hai kam Say kam Os k paSs apni Thread kO Eidit Or Delete karnay ka haQ hO
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
well...Noor Afridi......junior members ke pass thread delete karne ka option nahi hota but edit karne ka option hota hai... agar uske baad koi aur member post kar dein tou phir above member ke pass edit wala option unactive ho jata hai
agar apko apni thread mein kuch edit karna ho tou ap kissi bhi staff member ko PM kar ke wo material send kar di jiye jo apne apni thread mein edit karna ho,,,,,staff member wo edit kar dein gay...ok
 
  • Like
Reactions: ~!~RoOMi~!~

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
buhut Shukria Replay denay ka
janab agar humay yeh OptiOn dia jayeh tO iS may itni bari prOblem tO nahi hOgi Or agar kOi member iS Say najayiz faida Otayeh tO Os kO blOck kardO ya Os ki Thread hi Delete kardO
 

kamran444

TM Star
Jun 24, 2009
4,111
1,984
1,313
35
pakistan Lahore
ji norr agar sab ka pass aisi option hogi to yahan larai bi ho sakti ha koi b kisi ka thread del kar da ga yan kuch ur edit kardy is se ap user ko problam ho sakti ha agar ap ko thread edit karwana ho to ap moderator yan sup moderator ko pm kardy to ap ka kam ho jaye ga ...........

Thnx
 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
may nay yeh nahi kaha k aap dOsrO ki Thread kO edit karnay ka haQ dain may Sirf Ossi Thread kO Eidt karnay ka haQ mang raha hOn jO Thread jiS nay banai hai wOhi Edit karray
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
jaab ap thread create karte hain to us k tohre deer tak aap k pass time hota hai k aap us ko edit kar sakein... but us k time k baad agar aap us may kuch edit karna cahte hain... to you need to pm any mod otherwise aap new post karein to wo automatically aap ki thread may merge ho gaye gi, if someone else did not post after your first post.

or you can just make a new post still and and put a note to edit or delete it.....

its not soo hard..

the reason why its not availbale..

lets say someone post something and other people us ko kehte hain k aap nay jo kaha hai wo totally wrong kaha hai... then wo apni thread edit kar k keh sakta hai k may nay kuch wrong nai kaha...

That was just an example... there are many others reason of why this thing is not enabled....

thanks for understanding
Cheeers
 
  • Like
Reactions: ~!~RoOMi~!~
Top