ziada parhnay likhnay ki waja se aur specially exame k dino main dark circles hojatay hain us k liya tea ki neem garm patti nikaal kar potli bna kar or bag bana kar kuch min k liya dono aankho ko band kar k un k upar rakhainaur circles par ahista ahista massage karain 2 or 4 days main hi halkay ho kar khatam hojye gay