Tum se bohut kuch kehna hai magar…
Kabhi tum nahi milte kabhi alfaz nahi milte
Ek nai duniya basana chahti hon magar…
Kabhi nend nahi aati kabhi khawab nahi milte
Yeh dooriyan tu mita don ek pak mai magar…
Kabhi kadam nahi chalte tu kabhi raste nahi milte