Ksi na sach kaha ha ya,
Muhabat aur kahani mein koi rishta nahi huta
Magar meri muhabat tu kahani hi kahani ha
Koi raja na koi raani ha
Na shehzada na shehzadi ha
Muhabat ki kahani tu musafat hi musafat ha
Muhabat ki musafat aur zarorat ki musafat mein
Numaya fark huta ha
Zarorat ki musafat mein
Musafar wapsi k sarey imkaa pas rakhta ha
Muhabat ki musfat mein
Musafir k palatney ka koi rasta nahi huta
Wu sari kashtiya apni
Jala deta ha sahil per
k na umeed honey per
palatna bhe agr chahey tu wapis ja na paye
Wahein gurkaab hu jaye
Muhabat ki kahani mein musafat ki basharat the
Musafat tay hui tu phir
Jula dali the mein na bhe wahein sb kashtiya apni
Jaha pehla parao tah
Shiksta jism tah mera
Meray seena mein gahou tah
Bhurkta ek allaow tah
ksi ki chah mein sab kuch luta kr aa gyi the mein
Kaha per aa gyi the mein?
Jaha pehchan ka apni havala hi na milta tah
Halat k tahpero sa sambhala hi na milta tah
Shab-e-tera sa nikli the ujalo ki tumana mein
Magar mujh ko ksi janib ujala hi na milta tah
magar himat nahi hari aur ek jahd-e-musalsal sa
Yaha tuk aa gyi hu mein jaha per so ujala ha
Meri pehchan ha apni, watan mera havala ha
Mujhey iss na sambhala ha
Usey mein na sambhala ha
Yahi mera havala ha