wo apnay ishaq mein ye kesa kamaal rakhta ha

  • Work-from-home

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
[FONT=Lucida Handwriting, Cursive]wo apnay ishaq mein ye kesa kamaal rakhta ha[/FONT]
k bay roukhi mein b mera khyeil rakhta ha........

jo aaj mera nahe wo kal mera zaror ho ga.........
k har zamana aroog o zawaal rakhta ha..............

ajaab nahe k wo zamany bahr ko bewafa kahay
nazar mein meri wafa ki jo mesaal rakhta ha...

tera khyeil he kuch mehrbaan ha warna...............
jahan mein kon kiss ka khyeil rakhta ha................
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top