Yeh Daagh Daagh Ujaala, Yeh Shab Gazida Sahar

  • Work-from-home

Afrasham_afi

Super Star
Apr 23, 2013
5,386
4,871
713
in friends heart
Yeh daagh daagh ujaala, yeh shab gazida sahar
Woh intizaar tha jis ka, yeh woh sahar to nahin
Yeh woh sahar to nahin jis ki aarzoo lay kar
Chaley tthey yaar key miljaegi kahin na kahin
Falak kay dasht mein tarron ki akhiri manzil
Kahin to hoga shab-e-sust ghum ka saahil
Kahin to jakey lageyga safina-e-ghum-e-dil


 
Top