lols bhai ap kehna kya chahte ho? itne drame kyu ker rahe ho? kya chahte ho hum ye kahien k pakistna ki team bht bekar hai mathc fix kerti hai n sirf afridi theek tha bakis ab ghalat?match fix hosakta hai but afridi akela pargaya tha aur aap akelai insan nahi ho dost zeo jo yeh kahtai ho pakistan is the best sab indians aur dunia ka har insaan jo jis country mai rehta hai kahta hai yeh baat suchcha woh hai jo dil sai aur insaniyat sai kaam lai aur such ko kabool karai agar apna galat haidusra suchcha hai toh uska sath dai shayad yeh aap nai abhi sikha nahi toh aap ki baat bolta hu mai ab aap nai kaha tha mai bacha hu ab bhai jaan aap bachai hoseekh kar ana aur waisai seekhjaogai agai jakar agar life ko serious lia tab aur bura nahi kia kabhi kisi ka ALLAH ki raah mai chalo bus
then u r wondering , we just want to say congratz to u guys but, we r also proud of our team, n ap jo keh rahe hian k pakistani ko ghamand hai? to mere bhai her kisi ko apni team per naz hota hai...?