Cricket Mela

  • Work-from-home

sweet bhoot

Super Star
Sep 9, 2010
8,262
1,225
1,213
kabi yaha kabi waha bas jaha charpae mil jaye
indians pakis yeh sab karna ata hai sab ko yaar ab aisai sai kia kahna chalta ho ab JHAGRA mai unsai karta hu jo merai barabar wala ho aurto sai nahi karta merai dost jawaab dia hai bus unko . yeh battamizi mainai sikhi nahi dost izzat karta hu per jo mainai reaction daikha usper thora afsos hua kai aisa i bhi hota hai kabhi kabhi :) jao pata karo the viper hai kon jab pata chaljay toh sochlaina mainai bura nahi mana jo kuch ap logo nai kaha . koi toh hoga aisa itna janta hu jisko samajh aai hogi meri ... take care ALLAH HAFIZ.
yar punjabi main viper tu kichar saaf krnay wala hota hay
 

THE VIPER

Banned
Mar 24, 2011
69
27
0
muslim hindu wali baat aap per achi rehti hai aap ko toh yeh bhi nahi pata hoga jo ap nai baat ki hai mujhsai woh kitni sahi hai islaam kai hisab sai :) zara pata toh karo ... kisi sai chalo kisi apnai dost sai puchlaina personal mai ok .. kai muslim hokar bhi muslims nahi hai aur hindu nahi phir bhi hindu hai .. please pata karna aur khud sai sawaal puchna .. rahi bat limit ki mainai koi limit croos nahi ki na karsakta kabhi. dusri baat jitni ap ki omar hai utna mainai apna status karrakha hai :) ussai kahi zyada karrakha hoga . but i respect womens i respect alot but yaha fight karnai nahi aya mai sirf daikha hai kai aap kistarha ki batai kartai ho aur achi larkio per yeh batai bilkul nahi sahi lagti agar larki nahi hoti toh mai aap ko phir samjhata zaroor .. apnai tarikai sai .. bcoz larkio sai battamizi karna mairai yaha nahi na unko kuch kahna . galat aap nai toh itnai ilzaam lagadiyai jo hadh sai bahaar hai bcoz u from pak and aap haya daar larki ho hum toh achai boy hai nahi hum toh kuch jantai hi nahi .. and one girl know about that man jo mera dost hai masoom si chahat aap ko ek bat kahna chahta hu aap please kuch mat kaho mujhai kuch kahna nahi ap sai aap nai jo question kai tha woh question karsakti ho dubara ok
 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
indians pakis yeh sab karna ata hai sab ko yaar ab aisai sai kia kahna chalta ho ab JHAGRA mai unsai karta hu jo merai barabar wala ho aurto sai nahi karta merai dost jawaab dia hai bus unko . yeh battamizi mainai sikhi nahi dost izzat karta hu per jo mainai reaction daikha usper thora afsos hua kai aisa i bhi hota hai kabhi kabhi :) jao pata karo the viper hai kon jab pata chaljay toh sochlaina mainai bura nahi mana jo kuch ap logo nai kaha . koi toh hoga aisa itna janta hu jisko samajh aai hogi meri ... take care ALLAH HAFIZ.
chalo ajao mujhse mukabla karo mere bhai, mera pehla swal apko kya problem hai lols{(haha})
i mean we said congratzz to india ... ap jo paksitani team ko blame ker rahe ho wo kyu ker rahe ho n kis waja se ker rahe ho? zara detail me plss n phir ruk ker mera jwab bhi le ker jana {(haha})
 
  • Like
Reactions: masoom_se_chahat

sweet bhoot

Super Star
Sep 9, 2010
8,262
1,225
1,213
kabi yaha kabi waha bas jaha charpae mil jaye
muslim hindu wali baat aap per achi rehti hai aap ko toh yeh bhi nahi pata hoga jo ap nai baat ki hai mujhsai woh kitni sahi hai islaam kai hisab sai :) zara pata toh karo ... kisi sai chalo kisi apnai dost sai puchlaina personal mai ok .. kai muslim hokar bhi muslims nahi hai aur hindu nahi phir bhi hindu hai .. please pata karna aur khud sai sawaal puchna .. rahi bat limit ki mainai koi limit croos nahi ki na karsakta kabhi. dusri baat jitni ap ki omar hai utna mainai apna status karrakha hai :) ussai kahi zyada karrakha hoga . but i respect womens i respect alot but yaha fight karnai nahi aya mai sirf daikha hai kai aap kistarha ki batai kartai ho aur achi larkio per yeh batai bilkul nahi sahi lagti agar larki nahi hoti toh mai aap ko phir samjhata zaroor .. apnai tarikai sai .. bcoz larkio sai battamizi karna mairai yaha nahi na unko kuch kahna . galat aap nai toh itnai ilzaam lagadiyai jo hadh sai bahaar hai bcoz u from pak and aap haya daar larki ho hum toh achai boy hai nahi hum toh kuch jantai hi nahi .. and one girl know about that man jo mera dost hai masoom si chahat aap ko ek bat kahna chahta hu aap please kuch mat kaho mujhai kuch kahna nahi ap sai aap nai jo question kai tha woh question karsakti ho dubara ok
oyeeeeeeeeeee tu kah kia raha hay larki larki m hun tery pass muj se lar la apnay tareeqay se puter
 

THE VIPER

Banned
Mar 24, 2011
69
27
0
aap ka sawal tha afriid nai fix nahi kia . afriid akela pargaya tha i think aisa kuch mainai isliyai kha bcoz afridi nai comments diyai aur usmai dard tha masumiyat thi ek insan toot gaya tha us waqt merai ankho mai ansu aay thai .. isliyai mainai kaha afridi nahi karsakta fixing chahai koi aur karlai aur kari hai kafi logo nai isliyai kaha ab mainai galat kaha toh am sorry . per sab kahtai hai aap kai yaha yeh bat . mainai kaha isliyai galat hai shayad khair aap ko aap ka jawaab daidia aap sochti ho mai galat hu theek hai mai galat hi sahi . aap sab sahi aap khush raho aur koi jhagra nahi kioki larki merai sai jhagra karai woh merai liyai theek nahi abhi itni bari nahi hui hai larkia jo merai status tak pohoch sakai ya islaam sai bahaar aankar apni baihuda harkat dikhay . mai aisi larkio sai door rehta hu masoom si chahat mai aap ko janta hu aap ka nam suna tha mainai pehlai kabhi . :) seriously aur yha zeo nai kaha mainai tooba ko pagal kaha nelli ko kaha agar yeh mod nahi hota toh mai isko zaroor batata kai bat kaisai hoti hai bian wajah mujhai badnam kara pagal ek larki nai kha tha mujhai mainai nahi aurinhonai mujhper lagadia ilzaam khair leave it
 
  • Like
Reactions: masoom_se_chahat

THE VIPER

Banned
Mar 24, 2011
69
27
0
sharam kisko karni chahiyai . woh log daikhrahai hai . dont worry tum bus boltai raho :) tumhari details meri details jitni bhi history hai hai toh is topic mai sab ki shuru sai chack karwalaina . aur ab jao jhagra unsai karo jinsai karnai ka shock ho aap ka mai jhagrai nahi karta . meri batai kafi hai kioki such baat jhagrai sai barkar hot ihai :) jao best of luck pakistan jeetgai ab khush ho tum khush raho dusro kai relation mat kharam karo tumhari wajah sai kitnai logo ko tumharai is bartaaw ki wajah sai nafrat hosakti hai tum soch bhi nahi saktai isliyai mai aaisai logo sai nahi karna chahta baat jinki wajah sai merai apnai personal relations mai daraar parjay good bye
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
aap ka sawal tha afriid nai fix nahi kia . afriid akela pargaya tha i think aisa kuch mainai isliyai kha bcoz afridi nai comments diyai aur usmai dard tha masumiyat thi ek insan toot gaya tha us waqt merai ankho mai ansu aay thai .. isliyai mainai kaha afridi nahi karsakta fixing chahai koi aur karlai aur kari hai kafi logo nai isliyai kaha ab mainai galat kaha toh am sorry . per sab kahtai hai aap kai yaha yeh bat . mainai kaha isliyai galat hai shayad khair aap ko aap ka jawaab daidia aap sochti ho mai galat hu theek hai mai galat hi sahi . aap sab sahi aap khush raho aur koi jhagra nahi kioki larki merai sai jhagra karai woh merai liyai theek nahi abhi itni bari nahi hui hai larkia jo merai status tak pohoch sakai ya islaam sai bahaar aankar apni baihuda harkat dikhay . mai aisi larkio sai door rehta hu masoom si chahat mai aap ko janta hu aap ka nam suna tha mainai pehlai kabhi . :) seriously aur yha zeo nai kaha mainai tooba ko pagal kaha nelli ko kaha agar yeh mod nahi hota toh mai isko zaroor batata kai bat kaisai hoti hai bian wajah mujhai badnam kara pagal ek larki nai kha tha mujhai mainai nahi aurinhonai mujhper lagadia ilzaam khair leave it
hmmm app ne jo batain kahe woh bhi sahi hai....
lekin still hum apne team ko kisi bhi cheez k lie blame nahi karna chahte
aur app ne jo fixing aur dhongi wale baat kahe woh acha sound nahi karta....
baki ahsas hai k Indians bhi amn chahte hai aur hum bhi
n BTW lets Drop these things here....OVER
hum nahi chahte k aise arguments k wajah se koi bhi member hurt ho chahe woh paki ho ya indian....
MUSLIM hai ALLAHAMDULLILAH kafi hai
aur hamesha peaceful soch rakna chahiye......thats it!
 
  • Like
Reactions: Atif-adi and Nelli
Top