Your Current Mood ?????

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

Mood acha tha subhe ko sehri k baad kafi subko tung kiye pata nahin tha k morning ko aisa kuch hoga to Allah abhi jaldi se Iftar time kare abhi koi tablet bhi nahin lesakte and its getting worst... /:)
oh..chalen Allah behtar kre ga..inshaAllah..
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
annu ne kaha ke hum apke dushman hein..ab hum kia keh sakte hein..
aur kia hamari khair nai hogi..to ab hame kaha ja raha hai ke khair manao /:)
theek hai theek hai
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
annu ne kaha ke hum apke dushman hein..ab hum kia keh sakte hein..
aur kia hamari khair nai hogi..to ab hame kaha ja raha hai ke khair manao /:)
theek hai theek hai
tu Annaya ne kaha na poche unhe se k kio kaha?
aur apne hame bemaar kaha so eslie voh kaha abhi hum kia kah rahe khud ko he samajh nahin araha...
Confusion Confusion
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
lge raho..boht maza aa rha hai{(moc)}:p
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313


tu Annaya ne kaha na poche unhe se k kio kaha?
aur apne hame bemaar kaha so eslie voh kaha abhi hum kia kah rahe khud ko he samajh nahin araha...
Confusion Confusion
hum to bata rahe the ke ap bimaar ho..kyonke ap hi ne kaha ke not feeling well...
ab iska matlab yeh nai ke ap hame dushman hi bana beitho /:)
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar

hum to bata rahe the ke ap bimaar ho..kyonke ap hi ne kaha ke not feeling well...
ab iska matlab yeh nai ke ap hame dushman hi bana beitho /:)
Hmmmm haa tu humne kub kaha k aisa kuch nahin kaha..
per humne dushman ko beemar kaha tu aapko bura kio laga?
apka naam dushman hain kia?
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ise kehte hain baal ki khaal utarna...{(haha})
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313

Hmmmm haa tu humne kub kaha k aisa kuch nahin kaha..
per humne dushman ko beemar kaha tu aapko bura kio laga?
apka naam dushman hain kia?
woh apki chaheeti munni si saheli anaaya ne kaha na ...
ab apki saheli ki baat par yaqeen nai karein kia..
aur waise bhi..aj kal sab ne hi dushman bana rakha hai hamein{(thinkg)}
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~
Top