HEHEHE haan sara buhat enjoy kya .. tum aai he nahiahan zee lagta hy bohat fun kia thats gud
r yah sahi kha party ya dinner k baad karachi waly tea na piya its impossible![]()
abhi mery karachi pohanchny tak app na kuch chorna thori tha
thanksss sonuu aajati na karachi
![]()
u stupid thanksssssshan ji barey maze ka hota hai stupid tum karachi akey bhag jati hoo eid ke time pe aya karoo na ({kopping)}