Horror bro ..
aap kia samajhte ho dunya k tmama mazahab may tmama insan perfect hote hain? agar kisi mazhab ka koi insan un taleemat par amal nhi akr rha to kia wo Dee ghalat hay?
mazhaib main bohat kam log perfect hotay hai... Ziada tar log baas naam kay muslimaan /essai/yahadi hotay hain... matlab aj ap muje kis muslimaan ki example dain gi jo perfect hai...agar mazhab waqi hi logon ko achai taraf le kay ata hai to phir zaida tar log jo apnay ap ko muslimaan/essai/yahadio kehtay hain woh logon kay sath dokha kyun kartay hain?
TO koshish akrni chahiye k hum jo seekhain us pe amal karain hamain apne amal ka jawab khud daina hay hmara deen hamain khudkush hamley karna nhi sikhata aur na hi koi bhi mazhab aisa ksikhata hay..aur khudkush hamley k saath hamesha musalman ka naam q laite ho aap log? koi bhi logical answer hay aapk paas is sawal ka?
dekho ,muje aik choti si baat bato, mazhaib main bohat kam log perfect kyun hotay hain??... Matlab ap main koi aik gina chuna shaks jo paka muslimaan ho ga... ziada tar log hypocrite hotay hain..... or ziada tar akseerat yehi dawa karti hai kay woh muzhaib kay mananay walay hain...... Yani aksar log jo apnay ap ko muslimaan/yahadi/esiasi kehtay hain or uss cheez par dat jatay hain... haqeeqtan woh khud mazhab ko follow nahi kar rahay hotay... bas apni ana main a jatay hain... Yani doosron logon ko woh cheez batay hain jis par woh khud amal nahi kartay ... masalan main kahoon Islam bohat acha mazhab or main khud 5 time ki namaz bhi na parta hun...
esa kyun hai?