HINTQ. Farz karen ke 8 monkey 8 minute mai 8 banana khate hain
- a- 3 monkey 3 banana khane mai ktina time lenge
- b- Kitne monkeys 48 bananas ko khane mai 48 minutes lenge?
Ab sawal ajeeb ajeeb dogi to jawab bhi aise aayengein naa
okeshSimple calculations hain kal appko iska jawab mil jayga tab tak koshish karte rahen Allah Hafiz
take care ALLAH HAFIZ
Q. Farz karen ke 8 monkey 8 minute mai 8 banana khate hain
- a- 3 monkey 3 banana khane mai ktina time lenge
- b- Kitne monkeys 48 bananas ko khane mai 48 minutes lenge?
3 monkeys ko 3 banana khane me 8 mints lageinge coz har monkey ek ek banana khaega 8 mints me apna apna ..
6 monkeys ko 48 banana khane me 48 minutes lagaenge....