Wa'alaikum Assalam
ahan meri saheli aayi hai
aayen shareef layen
ahan meri saheli aayi hai
aayen shareef layen
@ awayinrubi yeh ick kyun rakha hai[DOUBLEPOST=1349617227][/DOUBLEPOST]Rubi tumhe mai itni achi aur @hoorain itni zalim kyun lgti hain
haaaaa chorni Aaparubi tumko tafreeh mela kaisa lgta hai,,,,,aur jab tum tafreeh mela pr ati ho ghar k kaam kaj nibta kr ati ho ya kaam chori krti ho meri trha
kaam toh nipta k ati hun ..rubi tumko tafreeh mela kaisa lgta hai,,,,,aur jab tum tafreeh mela pr ati ho ghar k kaam kaj nibta kr ati ho ya kaam chori krti ho meri trha
jo pocha hai us ka jawab do larki@ awayin
@ mainne aisa toh kbhi ni kaha
TM ki sab galz best hyn
apni tarha smjh rkha hy kiya [DOUBLEPOST=1349617486][/DOUBLEPOST]haaaaa chorni Aapa
usi ka jawab thajo pocha hai us ka jawab do larki
koi baat nhi aisa hota hi rehta hai,,,,,ye kaam chori nhi hoti...kaam toh nipta k ati hun ..
pr mumma jbhi dekhlen mjhy net pe bethy hue koi naya kaam suna deti hyn.. toh ab usy kaam chori thori kaha jayega
yar bus ajkal tou koi kam krney ko dil nhi krta isi liye TM pr zyada nazer a rhi honhaaaaa chorni Aapa
meko lgta hai ap mujh se bhagti hain apko tag kron to jawab nai deti ap..koi narazgi hai yaHayeeeeeeeeen main ne kia kia hay?? Hisab Barabr woh bhi Public Place pe
khaney mai kya pasand hai..?
pasta
ghomney phirney ka shouq hai..?
bahuttt
shoping krney ki adat hai ya kanjoos ho...?
shopping krne ki aadat hy
konsa kaam krtey waqt gussa ata hai...?
har kism ka kaam krty wqt
kya cheez achi cook krti ho..?
jo psnd hy khane mein wohi
tumhari happy birthday kab hoti hai...?
31st of Dec
@hoorain sis se ek din pehle
konsa kaam khushi khushi krti ho.........?
TV dekhne ka haha
@Detective
hmmm.....bohot khoob soorat jwabaat....,,,,,,,,,,,,,,her kaam sey gussa ata hai....sust bachi
aisa hi hai barey honey tak 100 nam ban jatey haiapni family mai kis laqab sey jani jati ho nicknam....?
@Detective
baqi family mmbrs toh naam ko e ulta pulta kr k bulaty hyn appne apnse tyle miein
pr baba "Jameelah" bulaty hyn laad se