Zee Leo bro ke above post se to lagta ha k staff main iss issue ko lay kar abi tak koi understanding nahi ho saki,jo k intahai mayus kun ha,
ma yahan aik bat zarur kahun ga k agar male aur female members aapis main shaista andaz main hansi mazaq kartay hain to ye aik alag bat ha aur agar 2 members aapis main dulha dulhan ban jaen aur kisi thread main ya chat box ja kar bilkul dulha dulhan wali guftugu shuru kar dain to ye aik alag bat ha,dono chezon main zameen aasman ka faraq ha,dono ko mix nahi karna chahyay,
ma chonkay chat box wali guftugu ka chasham deed gawah hoon,iss lie meray khiyal main to admins ne jo b kiya ha sahi kiya ha,
haan admins ne aik boht bara ghalt kam ye zarur kiya ha k aam aur new members ko to saza day dee,lekon un staff members ko kuch nahi kaha jo threads aur chat box se lay kar iss saray issue main involve thay aur even unho ne admins se badtamezi b ke thee,insaf ka taqaza to yehi tha k agar ban karna tha to unko b kartay aur agar nahi to kisi ko na kartay,[DOUBLEPOST=1352801822][/DOUBLEPOST]
ab net kharab ka bahana bana kar jan na churaen,

nahi,nahi ma janta hoon aapko,ye sab aap he ka kia dhara ha(just maqing)nhi tou mera tou net khraab tha......................jab sahi hua tab hi ai hon