* ... MY WORDS ... *
Mere wajood ki ibtida ne meri zindagi ka aghaz kia,
mere dil ki dharkanon ne mere jism ka sath dia,
bhari mehfil mai logon ko jo mene khushgawar kia,
jisne banaya mjhko usne to kia kamal kia,
hai zaat wo azeem bari jisne ye sar-e-aam kia,
Subhan hai Qudrat teri Allah hai jiska nam lia,
dunya ki lazzaton ne phir mjhe kch gumraah kia,
chora na sath iblees ka or usne yun badnaam kia,
Hashar k maidaan mai kia mu dikhaogey Farhan,
Shaitan ko hai dost bana kr islam ko yun badnaam kia
Made by
Me (Farhan - iceage)