han jab tak nhe dekha tha jab tak first impression tha dekhny k baad change hogya
App ne b Kah Dia Nah !! Kay 1st impreSsion 1st Hota Hain
Change karne !! Wala insan Khud Hota hain
@hoorain
NoteD karain PoinT
han jab tak nhe dekha tha jab tak first impression tha dekhny k baad change hogya
phely tu usy pata hota hai wo chugl khor hai baad main jb wo ghar walon ko bta deta hai tu yakeen hojata hai usyAger aik chugal khoor apka dost hai ,,,,,,,ap koi kaam krtey ho chup kr chugal khor ko pta chalta hai aur apk 2 ya 3 friends ko ,,,,ab apko dar hai k ghar baat na pta chal jaey ,,,,,jab ap ghar jatey ho ghar walon ko wo baat pta chal jati hai ap hairan ho k kaisey pta chali ap k zehan mai apk baqi doston ka nam nhi aye ga sirf chugal khor ka nam aye ga k us ney hi btaya ho ga,,,
First Impression is ever last
@sherry2112 @hoorain @Aunty_Nasreen @usman_786 @Mas00m-DeVil @sanju @fareena_01
Ager aik chugal khoor apka dost hai ,,,,,,,ap koi kaam krtey ho chup kr chugal khor ko pta chalta hai aur apk 2 ya 3 friends ko ,,,,ab apko dar hai k ghar baat na pta chal jaey ,,,,,jab ap ghar jatey ho ghar walon ko wo baat pta chal jati hai ap hairan ho k kaisey pta chali ap k zehan mai apk baqi doston ka nam nhi aye ga sirf chugal khor ka nam aye ga k us ney hi btaya ho ga,,,
First Impression is ever last
@sherry2112 @hoorain @Aunty_Nasreen @usman_786 @Mas00m-DeVil @sanju @fareena_01
yehe ap ny socha k sarl;aa ny jawab dia hoga liken kuch nhe mila hogya apka impression changekonsa new impression
chugal khor ney apni herkat sey hi impression diya hai na k wo chugal khor haiphely tu usy pata hota hai wo chugl khor hai baad main jb wo ghar walon ko bta deta hai tu yakeen hojata hai usy
liken us ki harkt sy usk dost ka impression be bdl gya nachugal khor ney apni herkat sey hi impression diya hai na k wo chugal khor hai
impression nhi chang huey mai kuch socha hi nhi tha filhal mujhey khana pakaney ki tenssion haiyehe ap ny socha k sarl;aa ny jawab dia hoga liken kuch nhe mila hogya apka impression change
konsey dost kaliken us ki harkt sy usk dost ka impression be bdl gya na
us k dost ko tou pehley hi pta tha k ye chugli lgaey ga is liye tou usi ka nam zehan mai ayaliken us ki harkt sy usk dost ka impression be bdl gya na
waaah kia zehn hai hamaray leader ka aisa logic kon day skta haiAger aik chugal khoor apka dost hai ,,,,,,,ap koi kaam krtey ho chup kr chugal khor ko pta chalta hai aur apk 2 ya 3 friends ko ,,,,ab apko dar hai k ghar baat na pta chal jaey ,,,,,jab ap ghar jatey ho ghar walon ko wo baat pta chal jati hai ap hairan ho k kaisey pta chali ap k zehan mai apk baqi doston ka nam nhi aye ga sirf chugal khor ka nam aye ga k us ney hi btaya ho ga,,,
First Impression is ever last
@sherry2112 @hoorain @Aunty_Nasreen @usman_786 @Mas00m-DeVil @sanju @fareena_01
wah wah kya baat haiAap koi bhi Thread le lain us ma aap ka interest kaise paida hota hai us thread ka naam dekh k na yani us thread ka title hi itna imp hota hai aap usse dekh k faisal karte hain k ye thread dekhna bhi hai k nhi yani First Impression us thread k title hota hai jo itna Imp hota hai k thread parhne ya na parhne ka faisala kar deta hai to us thread k liye to First Impression is last Impression hota hai
abi hamaray leader ko akhit amand ho rahi woooooooooooooooooooooooowwwwwwwww bht maza aya wowwwwwwwwwwwwwww mashallah kaho sab.. nazar na laga dena.. meray khushi se ansu nikal parayAik resturant new banta hai bohot shandaar hai ,,,,ap wahan khana khaney jatey ho pr khaney sey cocrooch nikal ata hai apka dil khrab ho jaey ga Ye impression ho ga k yahan ka khana ganda hai phir ap dobara wahan khana khaney nhi jao gey ,,,,,,,,,,kyon k apk zehan ney ye baat tasleem ki aur jo ankhon sey daikha khaney mai cocrooch pakka hua ,,,,,tou ap usko hergiz acha nhi kaho gey ye bat ap k dil mai rahey gi hamesha
@Mas00m-DeVil @sherry2112 @fareena_01 @Aunty_Nasreen
ap aur star ko akhiti amand ho rahi haiAap koi bhi Thread le lain us ma aap ka interest kaise paida hota hai us thread ka naam dekh k na yani us thread ka title hi itna imp hota hai aap usse dekh k faisal karte hain k ye thread dekhna bhi hai k nhi yani First Impression us thread k title hota hai jo itna Imp hota hai k thread parhne ya na parhne ka faisala kar deta hai to us thread k liye to First Impression is last Impression hota hai