meray iss sawal ka jawab kioun nahi diya @fareena_01Ohh @fareena_01 to aap 32 saal ki hain?![]()
aap ne oper kuch sawalat k jawabat main likha ha k aapki age 16 saal ha,aurat hamesha apni umar aadhi batati ha,iss hasab se aapki age 32 hoi,wasay b aap ne 16 saal ki age main kaisay master kar liya aur ab job b kar rahi hain,
mujhe to dal main kuch kala laging
![thinking :-? :-?](/styles/default/xenforo/smilies/more/yahoo/39.gif)