Topic : Parda

  • Work-from-home

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Aap burqy ko ghlt keh rhy hyn k embroidery ko ??? :s
Burga to bhai bnaya gya hy na hmari asaani k liye ..jysy telephone se mobile bnaya gya hy hmari asaani k liye .. jb telephone se kaam chl skta to mobile qn?

quran mai tau parday ka koi tareeqa waghaira nahi dia gaya... sirf lkiha hai apnay jism ko cover karo... or apni zeenat ki cheezaon ko expose na karo... woh tau ap kisi tarah bhi kr skti hai.. phir burqa aor uss par emoberiiodery na karnay se kia hota hai..... ab baat ati hai hadees ki... hadess mian do tarah kay ulma hai... aik kehtay hain hijab proper tariqa hai... aur dosray kehtay hain full face covering burka... dono mian shadeed ikhtilaaf hai..
 
HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
50% role hy society ka .. aur agr aapko mrd itny hi ghlt lg rhy hyn to phr hmari tv industry myn to ek b khatoon ni honi chahye thi ...sab male actors/hosts/anchors hny chahye thy ...
Unpy prda qn nhi thopa gya?

Jah
medaa walay tau female ko use kartay hain... tv daramons main.. jitni khoobsoorat aurat ho gi us ko log utnay dekhay ge.. ess tarah un ka karobar chalta hai.... wahan agr aurtain na ho hr cheez ruk jaey.... ab uss cheez main aurtaon ka qasoor nahi male use kartay hain.. un ko.... aur yeahi male un ko parda bhi karwatay jahan un ka dil karay... aurat ko hr kaam apni marzi se karna chae... us main zabardati nahi honi chahe... hamari society male dominent hai... jis main aurton ko hamesha dabaya jata hai.... parda karnay ki zaroorat na hoti agr mashray kay log aurat ka haqeeqi maqam jan jaey... waisay ap ko pata parday ka hukam kyun aya tha.. jab kuch yahoodi musliam aurton ko tang kartay thay... lekan pakistan main kon yahadooodi hain yahan tau sab musliman hian...
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Muslman? Muslman kon hy? Kya definition hy muslman ki? Aur kon aajky dor myn is definition py pura utrta hy?
Aur is bat py to mai agree krti hu k hmari society male dominating society hy ..aur mainny is baat se b ikhtilaaf ni kya k kch log xbrdsti prda krwaty hyn ...
Pr nhi krna chahye aisa ... male ko dominate krny kisny diya?? Humny ..phr hm hi ab shor daal rhy hyn .. jb usko itna ghumand dila chuky hyn uski taqat ka .. ab usko itna b gawara ni k uska ghumand tooty ....
medaa walay tau female ko use kartay hain... tv daramons main.. jitni khoobsoorat aurat ho gi us ko log utnay dekhay ge.. ess tarah un ka karobar chalta hai.... wahan agr aurtain na ho hr cheez ruk jaey.... ab uss cheez main aurtaon ka qasoor nahi male use kartay hain.. un ko.... aur yeahi male un ko parda bhi karwatay jahan un ka dil karay... aurat ko hr kaam apni marzi se karna chae... us main zabardati nahi honi chahe... hamari society male dominent hai... jis main aurton ko hamesha dabaya jata hai.... parda karnay ki zaroorat na hoti agr mashray kay log aurat ka haqeeqi maqam jan jaey... waisay ap ko pata parday ka hukam kyun aya tha.. jab kuch yahoodi musliam aurton ko tang kartay thay... lekan pakistan main kon yahadooodi hain yahan tau sab musliman hian...
medaa walay tau female ko use kartay hain... tv daramons main.. jitni khoobsoorat aurat ho gi us ko log utnay dekhay ge.. ess tarah un ka karobar chalta hai.... wahan agr aurtain na ho hr cheez ruk jaey.... ab uss cheez main aurtaon ka qasoor nahi male use kartay hain.. un ko.... aur yeahi male un ko parda bhi karwatay jahan un ka dil karay... aurat ko hr kaam apni marzi se karna chae... us main zabardati nahi honi chahe... hamari society male dominent hai... jis main aurton ko hamesha dabaya jata hai.... parda karnay ki zaroorat na hoti agr mashray kay log aurat ka haqeeqi maqam jan jaey... waisay ap ko pata parday ka hukam kyun aya tha.. jab kuch yahoodi musliam aurton ko tang kartay thay... lekan pakistan main kon yahadooodi hain yahan tau sab musliman hian...
 
HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
.. male ko dominate krny kisny diya?? ...
kisi ne nahi kia.. religion ne kia... religion mian bht ziada favor mardon kay lie... aurat ka koi mood nahi hai.. agr aurat ka mood nahi tau uss par frishtay sara din lanat karain ge... hamari society mian kichiri paki hai.... aurat ko bht dabaya jata hai... din se raat tak bechari kam karti aur koi qdr nahi us ki
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Stick to the topic please !!

Hmmm wysy jysa prdy hm krty hyn un prdon ka faida hy b ni ..hm srf STRANGERS se krtin hyn ..baqi cousins wagera k saamny aisy hi ghooom rhi hti hyn ;))
ALLAH naek bnye bs :(
ufff ider nhi

haqeeqat mai jab kisi ko bolo na adiyon sey perda kro tou kehti neeyat saaf honi chahiye :borred
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
hamara pakistani ais culture hai.. aurat agr na bhi karna chahe tau society force karti hai.... ap ne khud kaha society ka role hai... mard jahil hain.... woh aurton ki respect nhi kartay.... jis ki waja aurtaon majboori se karti hain or woh un ki apni marzi bn jati hai... yeah cheez sab ki sab aurat ki marzi kay behgair hoti... jab woh paida hoti tau uss ko daraya jata hai... larkion ko ziada foqiat di jati hai.. jis se woh dab jati hai
nai me is bat se agree nai krti k pak me mard force krty hain... mere 4 bhai hain or kisi ne mujhy nai kaha parda krne ko jb k hum hain bhi pathan....
or me 8th class se parda kr rahi hu..... wahan pakistan me ab wo zamana nai ha k mard kahin din to din.... nai ab female ki baat ko ahmiyat di jati ha
 
  • Like
Reactions: Rubi

HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
nai me is bat se agree nai krti k pak me mard force krty hain... mere 4 bhai hain or kisi ne mujhy nai kaha parda krne ko jb k hum hain bhi pathan....
or me 8th class se parda kr rahi hu..... wahan pakistan me ab wo zamana nai ha k mard kahin din to din.... nai ab female ki baat ko ahmiyat di jati ha
sis ap naraz na ho ap ko aik baat bataon... shuru se ap aik aisi society main rehti thi.. aur woh cheez ap asr andaaz hoi... ap kay bhai beshak na kuch kahain... aur pathn bht skhat hotay aurton kay mamlay... un ki femal ki taraf koi dekhay bhi tau un ko ghussa a jata... hamaray mashriq pakistan main yeah cheez hai... mard females ko apni property samjtay... hr wqt un kay sr par sowaar rehtay.. waisay genral baat kr raha hn ap ka nhi keh raha
 
  • Like
Reactions: Bela

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
hmmmmmmmmmmm beshak parda bohot ehmiyat rakhta hai aurton ke lye or yeh pardah hi aurat ki nature ka pata deta hai ke woh aurat dusron ki nazron se apni tareef ki muhtaj hai ya usse apni izzat ke taqaddus ka zyada khayal hai ba parda aurat muashre ki buri nazron buri image or bure khayalat se bachi rehti hai iske ilava ek ba pardah aurat ek be pardah aurat se zyada izzat ki nazron se dekhi jati hai ek aurat ka be pardah ho ker ghar se nikalna is baat ki yaqin dihani karata hai ke woh apna husn ghair mardon ko dikhana chahti hai ya apne husn se logon ko mutasir krna chahti hai is wajah se aisi aurten larkon ki janib se cher chaar or unki buri nazron or buri harkaton ka shikaar b rehti hain jabke ba pardah aurten in tamaam buraiyon se bachi rehti hain un per nazr par b jai to yeh soch kr hi nazr jhuk jati hai ke jab woh larki khud apni izzat ka itna khayal rakh ker bahar nikli hai to hamen koi haq nhi uski tarf buri nazr se dekhne ka
 
  • Like
Reactions: Rubi

Silent_lyf

Heart's Raaz
TM Star
Sep 20, 2013
4,932
2,021
713
Have a basic rectangular scarf.

    • 2
      Put it on your head with one side shorter than the other.

    • 3
      Wrap the scarf around your head a little behind the first part.

    • 4
      Pin it on the side and you're done!
Method 1 of 3: Basic Triangle Method

    • 1
      Take a simple square shaped scarf.

    • 2
      Fold the top right corner to the bottom left corner making a triangle.

    • 3
      Put the straight side,the bottom of the triangle on your head.

    • 4
      Pinch the scarf right under your chin.Open your mouth to form an O while doing this. Pin it.

    • 5
      Take the ends and cross them.

    • 6
      Lift the back of the scarf and take the ends of the scarf and pin it in the back.

    • 7
      Put your scarf down and you're done.

@Shizuka @Rubi @Aa$hi @Fa!th @STAR24
 
ye second waly method se mai krti thi shuru myn :shy
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Kya abaya py embroidery hna ya kaam hna theek hy?
hmmmmmmmmmmm beshak parda bohot ehmiyat rakhta hai aurton ke lye or yeh pardah hi aurat ki nature ka pata deta hai ke woh aurat dusron ki nazron se apni tareef ki muhtaj hai ya usse apni izzat ke taqaddus ka zyada khayal hai ba parda aurat muashre ki buri nazron buri image or bure khayalat se bachi rehti hai iske ilava ek ba pardah aurat ek be pardah aurat se zyada izzat ki nazron se dekhi jati hai ek aurat ka be pardah ho ker ghar se nikalna is baat ki yaqin dihani karata hai ke woh apna husn ghair mardon ko dikhana chahti hai ya apne husn se logon ko mutasir krna chahti hai is wajah se aisi aurten larkon ki janib se cher chaar or unki buri nazron or buri harkaton ka shikaar b rehti hain jabke ba pardah aurten in tamaam buraiyon se bachi rehti hain un per nazr par b jai to yeh soch kr hi nazr jhuk jati hai ke jab woh larki khud apni izzat ka itna khayal rakh ker bahar nikli hai to hamen koi haq nhi uski tarf buri nazr se dekhne ka
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
Kya abaya py embroidery hna ya kaam hna theek hy?
mere khayal se to bilkol theek hai
kyunke embroidery se ya dusre kaamon se aurton ka abaya khobsorat lage ga khud aurat nhi cz aurat khud to chupi hi rahe gi na us abaya main
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi

Have a basic rectangular scarf.

    • 2
      Put it on your head with one side shorter than the other.

    • 3
      Wrap the scarf around your head a little behind the first part.

    • 4
      Pin it on the side and you're done!
Method 1 of 3: Basic Triangle Method

    • 1
      Take a simple square shaped scarf.

    • 2
      Fold the top right corner to the bottom left corner making a triangle.

    • 3
      Put the straight side,the bottom of the triangle on your head.

    • 4
      Pinch the scarf right under your chin.Open your mouth to form an O while doing this. Pin it.

    • 5
      Take the ends and cross them.

    • 6
      Lift the back of the scarf and take the ends of the scarf and pin it in the back.

    • 7
      Put your scarf down and you're done.
yeh parda nhi hai moni
baalon ko chupana parda nhi hota or na hi mard hazrat sirf baalon ko hi dekhte hain jb ap apna chehra hi dikha sakti ho to phir baalon ko chupane ka kya faida?
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
sis ap naraz na ho ap ko aik baat bataon... shuru se ap aik aisi society main rehti thi.. aur woh cheez ap asr andaaz hoi... ap kay bhai beshak na kuch kahain... aur pathn bht skhat hotay aurton kay mamlay... un ki femal ki taraf koi dekhay bhi tau un ko ghussa a jata... hamaray mashriq pakistan main yeah cheez hai... mard females ko apni property samjtay... hr wqt un kay sr par sowaar rehtay.. waisay genral baat kr raha hn ap ka nhi keh raha
nai nai me ne mind nai kiya.... wahan logon ki thinking esi thi jese ap keh rahe hain.... lakn ab mujhy esa lagta ha k ab males, female ki qadar krty hain.... unki baat sunty samajhty or manty hain.... mujhy nai pata shayed area pe depend krta ha ye sab.... mera gaow sawabi ha, mera birth city rwp ha or husband ka ghar isb ha.... in sab jaghon pe ab esa nai hota sab kuch bht different ha....
han humare bary btate hain k pehle pehle auraton k sath esa hota tha parda kro, bahir na jao etc etc.... mashriqi pakistan me konse areas aty hain????
 
Top