Na milty gham to barbadi k afsany kahan jaty
Agar dunya chaman hoti to veerany kahan jaty
Chalo acha hua apno main koi ghair to nikla
Sabhi hoty yahan apne to begany kahan jaty
Tumhi ne gham ki doulat di bara ehsan kya warna
Zamany bhar k agey hum hath phelany kahan jaty
Uski berukhi ne laaj rakh li Mekhany ki warna
Wo ankhon se pila detay to pemany kahan jaty
Wo to acha hua k kaam aagai dewangi apni
Warna hum zmany bhar ko smjhany kahan jaty...

Last edited: