hmmm nycooo1: Mujhe ignore krne ki boht adat hai jis se boht pareshan hon ...
2: Har parsonality k log jald muata'asir ho jaty hain lekin jolly tyoe k log zyada attach hoty hain
3: Yup i Agreed ...
4: Agar friendship dil se ki jaye jis main koi faida na dekha jaye to boy se ho ya girl se best rehti hai ..
5: Jo likha hota hai milna to wohi hota hai insan ko lekin usko mazeed behtar insan khud bna sakta hai agar chahy to ...
6: Raat ko uni days main to 12 baje .. or wehly dino main raat ko 2 or aksr 3 baje b sota hn ahri kaam ALLAH se apne gunahon ki maafi mangta hn
7: Yahi k sb ko khush rakhny ki koshish krta hai chahy khud kitna b na khush kyun na ho ...
8: Yahi sochta hn k Jo b ho kuch aisa hoi jis se awaam logon ko faida ho na k nuqsan ... or Dua krta hn ALLAH se k halaat behtr hn mulk k ..
9: Science ki sb se behtareen aijad i thnk phone hai jis ki madad se insan apne door k azeezon se baat kr sakta hai un ki yaad aany pr or is se life boht asaan ho gai hai ....
badtareen aijaad mere khayal se Missile technology hai jis se boht se pasmanda mumalik or un ki ghareeb awaam taraqi yafta mumalik k mazeed dabao main a gaye hain or un ki zindagiyan dao pr lagi hui hain ..
10: After completing my engineering khud ka business inshaALLAH ..
11: Ye week boht hi acha guzra apne ap ko sb k samny bayan krne main boht maza aya , jis jis ne b is intro main mera sath dia sb ka boht boht thnx or jis ne dekha tak nhi un ko yahi kahunga k tumhari bari b ayegi bacho dekh laingy
12: TM members sb hi boht nice friendly or khayal rakhny waly hain .. sb mil jul kr rehty hain kahin dostiyan hain to kahin taqraar hai but yahi aik family ka husn hota hai soo sb khush rahain or hamesha dosron ko khush rakhny ki koshish karain thats it ..
han aj raat ko dunga ...
achha g to ab kisi or sy silwani ho gi nawo sil k phir se phat b gai or u abhi poch rahi ho
aray abhi rukho in k jwb to dun ye b boht zyada hain
nhii or sawal tayyar karti huuuuu
yeh jyada haiiiaray abhi rukho in k jwb to dun ye b boht zyada hain
hmm paki bat usi sy or silwani hy hmmm sharmao mat batadona ab kisi se nai
hmm but aj k liye boht hain na ye baqi kal poch lena tmyeh jyada haiii
inne kam sawal puche hai maineeee
main to bhul hi gayi thiiiiii
maine aaj dekhaaaaa
to yaad aayaaaa
haha nai ji main khud see longahmm paki bat usi sy or silwani hy hmmm sharmao mat batado
achha g aik shart ko si lyny sy banda bada ho jata hy (ab toooo)han ji ho gaya hn ab to