to karo na share kb karogiNyccccc
Me bhi share kroon gi Mr khan
to karo na share kb karogiNyccccc
Me bhi share kroon gi Mr khan
yahi tm ne bait bazi wly thread main b kaha tha wahan b sharing nhi kiJab free ho Jaon gi tab kroon gi na
Acha Mr khan aaj kar doon gi.....ab khushyahi tm ne bait bazi wly thread main b kaha tha wahan b sharing nhi ki
ok check karunga main Miss ..........Acha Mr khan aaj kar doon gi.....ab khush
Ye wafa bhi kya khata hai
Mujhay sochna paray ga
Usay mujh say kyun gila hai
Mujhay sochna paray ga
Dil-e-muztarib hoa hai teri yaad say
Gurezan ye muqam konsa hai
Mujhay soochna paray ga
Wo milay to beqarari
Na milay to beqarari
Meray dil ko kya hoa hai
Mujhay sochna paray ga!
Acha na kr doon gi kuch dair tksharing karo bulbuli tareef bad main krna
wah zbrdst sharing ...Ye lo Mr khan khush ho jao tum hunhh
Kuch log bohat yaad atey hain,
Phoolon pe shabnam jab parrti hai,
Saawan ki jharri jab lagti hai,
Ya door chaman main phoolon ke,
Koi koyel naghma jab gaati hai,
Ya baad-e-sabaa chupke se,
Dheemi si sargoshi karti hai,
Kuch log bohat yaad atay hain,
Ya taiz aandhi mein bhi kahin,
Wafaa ka deep jo jalta hai,
Ya phir gehri khamoshi main,
Koi pataa kahin sirakta hai,
Ya phir gaaon ki galiyon mein,
Koi be’bas shakss guzarta hai,
Kuch log bohat yaad atey hain,
Jab soonay soonay aanghan main,
Koi tanhaa khud se ulajhta hai,
Jab rim jhim barasti barish mein,
Ik dhundhlaa naqsh ubharta hai,
Ya phir dil ki dharrkan hi,
Paagal si ho jati hai,
Ya iss bheerr mein duniya ki,
Koi khawhish si kho jati hai,
Jab bhoole bhatke pancchi,
Gharon ko laut ke jaate hain,
Kuch log bohat yaad atey hain,
Kuch log bohat yaad atey hain..