main pe pe mango juice arzaN guzaraaN
o Rikshay waalay aa bjaa hor kina pukaaraN
Dafa ......... 1 2 1hota to hai lakin TM pe saaray mohazab log hain is liay aisi dafa sar e aam nahi lagayi jati.... bas isharoN isharoN mein samjhayi jati hai.
hum roktay bhi to aap ne kehna thaap ki ghalti hy time pe q nhi roka hmen
na sar jhuka k jiyo na munh chupa k jiyo
- Kismat azma chuka hun kismat azma raha hun,
- Kisi bewafa ki khatir rickshaw chala raha hun
na sar jhuka k jiyo na munh chupa k jiyo
izzat ka kaam hai jo riksha chala k jiyo
phisli re phisli re tu kaahay ko phisli renahi main khare khare phisli thi shayd
:v
ki rikshay da bharosa ni.. start hovay na hovayDuniya jalti rahi, Shahzadi chalti rahi
na na kartay pyaar tumhi se kar bethay
humen samjh na aaey, koyi humen bhi samjhaey
Riksha wala bhaiya kahay ko meter na chalaey
Raksha waly ko yeh baat kon samjhaega
2 Bacho'n ke bag ka wazan kesy uthaayega
ham to saza barhane ka bandobast karengeyaani k iraada e qatal........................
koun c dafa lagay gi bhaiyaa...
zamanat ka bandobast koun karay ga @saviou Mohtram?
saza se yaad aaya.... aapko bhi yo task poora na karne ki saza milna baaqi hai abhiham to saza barhane ka bandobast karenge
aaj kal hamari yadasht bohot kamzor ho gayi haisaza se yaad aaya.... aapko bhi yo task poora na karne ki saza milna baaqi hai abhi