رواں تبصرہ.......tm K Din Raat

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
dekha kaisi nabz pakri aap ki...
hmmmmm
baishi ho sakti hai kami hargiz nahi.................

abhi to yeh pehli manzil hai tum to abhi se ghabra gaey

lagaya kyun tha topic..... kiya socha tha k koyi task nahi de gaa...

@Hoorain siso.... dekhiay zara
mujhe b dikhaaen zara Unko kia dikha rahin ? /:)
 

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
ussii se chutkara Maangne ka irada tha mera :-??
Kuch kami beshi nai ho saktyy ??
waisai ana sis agar kisi ko bad dua daini hai to bus ye daina " ALLAH karai tera wasta shehr e tanhaye k tasks se ho" :p :D
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,700
11,682
1,313
waisai ana sis agar kisi ko bad dua daini hai to bus ye daina " ALLAH karai tera wasta shehr e tanhaye k tasks se ho" :p :D
=))=))=))
humein apnay Dada abba ki yaad aa gayi................ woh humaray abbu se aisa hi kuch kaha kartay thay.
waise sachi btaaiay k task mazay ka nahi hai jo in logoN ko diya?
 

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
chalaang lagani hai to behr e aloom mein lagayen gay... khudkushi kar k haraam mout kyun maren... waise bhi abhi hum ne duniya mein dekha hi kiya hai bhai
imagination he mai chalang dai kuch to khushu dai hamai ..hamara bi khushuiyo pai huq hai :(
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
=))=))=))
humein apnay Dada abba ki yaad aa gayi................ woh humaray abbu se aisa hi kuch kaha kartay thay.
waise sachi btaaiay k task mazay ka nahi hai jo in logoN ko diya?
hargiz nahiii
maza kam saza zyada lag rahi mujhe :cigar
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,700
11,682
1,313
imagination he mai chalang dai kuch to khushu dai hamai ..hamara bi khushuiyo pai huq hai :(
aisi khushi pe dushmanon ka haq hota hai.... aap ko bhai na kaha hota to aur baat thi ... ab to jo keh diya usi ko nibhana hai ;))
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,700
11,682
1,313
hargiz nahiii
maza kam saza zyada lag rahi mujhe :cigar
baaqi Staff members ki raey bhi le lijiay us k baad baahmi mashwaray se @Hoorain siso ki adaalat mein arzi paish kijiay... hum apnay masheer e khaas se mashwara kar k apko itlaah kar dein gay.
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
baaqi Staff members ki raey bhi le lijiay us k baad baahmi mashwaray se @Hoorain siso ki adaalat mein arzi paish kijiay... hum apnay masheer e khaas se mashwara kar k apko itlaah kar dein gay.
kio staff Aaye hi nahi.
Wohiii to masla na :cigar
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,700
11,682
1,313
wah wah
Acha tareeqa hy :p
ab apnay in saada se alfaaz ko hi le lijiay... inka matlab yeh bhi nikala ja sakta hai k

huuun acha tareeqa hai

lakin hum ne isay usi tarah liya jaise lena chahiay tha
hmmm acha tareeqa hai,



;))
 
Top