ye tanqeed nahi lekin tajruba samjhen ya phir fitrat ye aurton me bhi hota hai jo achi khaasi umar ki hi kyun na hon matlab itna sab na sahi lekin hota zaroor hai agar aap mardon se compare karen to aurton me zyadamere khayals e shayed teenage may hota hay ye sab,boys girls dono aise hi krte,,,,,phir nae hota aise..
baki jo samajhdar hain khaas kar deeni lihaaz se to phir aise zahiri taur pe to nahi karengi