Hmm INSHA'ALLAAH...achaa theek............... to aaj apnay sar ka bojh utaartay hain kuch dair mein.....
Hmm INSHA'ALLAAH...achaa theek............... to aaj apnay sar ka bojh utaartay hain kuch dair mein.....
jaana to nahi naa abhi....... aap hain nishanay parHmm INSHA'ALLAAH...
bus 11:55 off.. aaj half day hotajaana to nahi naa abhi....... aap hain nishanay par
iss mein kitna time baaqi?bus 11:55 off.. aaj half day hota
Ufffffffffffffff.......mairey Allah kia falsafyana guftugu fermai hey mohterma neyyeh kahan aa gay hum yoonhi sath sath chaltay
balkay har aadmi musafir hi hai .............
manzilein apni jaga............... chaltay jaaiay ..... musafir ka kaam chaltay jana hai.... yeh sochna nahi k kahan se chalay thay... yeh sochiay jana kahan hai.
8 minsiss mein kitna time baaqi?
dobaara kab aayen gay?8 mins
may be 2:30 taq. thori deir k liye.... means jumme ki namaz k baad INSHA'ALLAAHdobaara kab aayen gay?
nagawaar na guzre to zara iss tarf nazar e karm kijiay taa k hum jaan sakeN k hum ne kaisa likha hai.Ufffffffffffffff.......mairey Allah kia falsafyana guftugu fermai hey mohterma ney
ulajh ker reh gaye hum tu in lafzoo'n key jangel mai'n aur waqi khud ko kuch gumshuda gumshuda mehsoos ker rahey hai'n.
theek hai............... Asal mein aap par qalam uthaaya hai to aaj hi share bhi karna chahtay haiN kyunkay aglay 2 din shayed zyada time na de sakeN TM par.may be 2:30 taq. thori deir k liye.... means jumme ki namaz k baad INSHA'ALLAAH
kheriat?theek hai............... Asal mein aap par qalam uthaaya hai to aaj hi share bhi karna chahtay haiN kyunkay aglay 2 din shayed zyada time na de sakeN TM par.
jee khairiyat....... weekend mein zyada time nahi hota na..... iss liay.kheriat?
acha haan... g behtar... aap apne qalam ko aaj harkat dey denjee khairiyat....... weekend mein zyada time nahi hota na..... iss liay.
ussi mein lagay haiNacha haan... g behtar... aap apne qalam ko aaj harkat dey den
Ab zara mazaq se hut ker.......itna formal honey ki zarorat nahi'n yaha'n hum ek family ki terha hai'n aur behnai'n request nahi'n kerti'n woh sir hukm chalati aur ler jhager ker apna kaam kerwati hi achi lagti hai'n.....abhi hamara half day hey......jumey ki namaz k baad mujhey apney office jana hey jaha'n mujey apna business daikhna hota hey...tu raat mai'n hi perh ker jawab doo'n ga laikin Inshallah aaj hi perhloo'n ga......nagawaar na guzre to zara iss tarf nazar e karm kijiay taa k hum jaan sakeN k hum ne kaisa likha hai.
http://www.tafrehmella.com/threads/saviou-mohtram-shehr-e-tanhayi-k-qalam-se.289156/
kiya huva..... aankhen kyun phairne lagay aap?
asla mein hum achi waali behn hain na iss liay jhagra nahi kartay.... humaray bhateejay bhateejiyaN bhi poochtay haiN k kabhi Papa ki aur aap ki laRayi huyi..... to humaray paas koyi larayi hai hi nahi jis ka unhen btaa sakeN.Ab zara mazaq se hut ker.......itna formal honey ki zarorat nahi'n yaha'n hum ek family ki terha hai'n aur behnai'n request nahi'n kerti'n woh sir hukm chalati aur ler jhager ker apna kaam kerwati hi achi lagti hai'n.....abhi hamara half day hey......jumey ki namaz k baad mujhey apney office jana hey jaha'n mujey apna business daikhna hota hey...tu raat mai'n hi perh ker jawab doo'n ga laikin Inshallah aaj hi perhloo'n ga......
Jitni tehreerai'n perhwana hoo'n perhwa laina koi masla nahi'n........asla mein hum achi waali behn hain na iss liay jhagra nahi kartay.... humaray bhateejay bhateejiyaN bhi poochtay haiN k kabhi Papa ki aur aap ki laRayi huyi..... to humaray paas koyi larayi hai hi nahi jis ka unhen btaa sakeN.
waise aik aur baat bhi hai..... abhi to sirf aik link diya naa...... aur bahot inksarai se darkhwast ki.... aur baaqi haiN abhi.
zaroor dekhiay ga... aik writter k comments parhna acha lagay ga humein.