Ek qissa suna hoga,
Ishq ka naam suna hoga. ♡
Milte hai do DIL duniya ki bheed me,
Fir badalta unka zamana suna hoga. ♡
Saath jeeyege sath marenge,
Hamesha ye hi waada suna hoga. ♡
Kuch jo socha nahi dono ne kabhi,
Unke pyar ka ek juda mukaam suna hoga. ♡
Badal jati hai nazar or sabhi chahtein,
Aisi judai ka mausam suna hoga. ♡
Na wo sanam na wo waade sare,
Tuta har wo ek khwaab suna hoga. ♡
Bohat hi khaas hota hai jo sabke liye,
Tumne wo mohobbat ka zikr sare aam suna hoga. ♡
Ishq ka naam suna hoga. ♡
Milte hai do DIL duniya ki bheed me,
Fir badalta unka zamana suna hoga. ♡
Saath jeeyege sath marenge,
Hamesha ye hi waada suna hoga. ♡
Kuch jo socha nahi dono ne kabhi,
Unke pyar ka ek juda mukaam suna hoga. ♡
Badal jati hai nazar or sabhi chahtein,
Aisi judai ka mausam suna hoga. ♡
Na wo sanam na wo waade sare,
Tuta har wo ek khwaab suna hoga. ♡
Bohat hi khaas hota hai jo sabke liye,
Tumne wo mohobbat ka zikr sare aam suna hoga. ♡