yr ahadees ki to yeh 6 buks haina sahi bukhari, sahi muslim, abu doud, ibn e maja, abu malik,and trimzi and aap jis book ka name bata rhe hain uska image show nhi horha yr mere pas bt mujhe yeh pochna hai ke kya woh book inhi sihah sittah main shamil hoti hain? coz yr maine yeh parha tha ke kaba ki chat pe namaz nahi parhi ja sakti kyun ke namaz kis tarf rukh kar ke parhenge? jaise hum log kaba ki tarf rukh kar ke parhte haina namaz but kaba ki chat pe kis tarf rukh karenge?and dosri baat agar kaba ki chat pe namaz jaiz hai to phir parhi kyun nhi jati?azan to Hazrat Bilal ne bhi di thi bt namaz ada nhi ki gayi kabi