Aaj Ki Sehri Aur Aftaari Mohtrma Shehr-e-Tanhayi k Sath 27-5-2019

  • Work-from-home

Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
Achi umeed hi hai Allah Paak se. In Sha Allah.
Lakin jaisa k aap ne @Kavi k msg mein parha k hum On / Off hotay rehtay haiN to uski asal waja yehi thi / hai.
Serious....... hai to sehi. :happy
چلیں اللہ آپ کے ساتھ بہت آسانی کا معاملہ کریں اور آپ کو بہت سی خوشیاں دیں آمین
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,700
11,682
1,313
Kbhi chup k roza tora?? (bachpan mein ya abhi bhi,,, =)) )

iftar time qareeb ho tou time kese guzaartii hyn?

jb pehli dafa rozy rkh rhii thii aap tou konsy mosam me tha ramzaan??

pehli dafa poory rozy kis umar me rkhy thy??

@shehr-e-tanhayi aapa... abhi aur sawalaat baaqi hyn .. ;))
Abhi to khair kabhi nahi tora chup k... albata bachpan mein jab sab baroN k sath hum bhi zid kar k roza rakhtay thay, to kabhi kabhaar khaa liya kartay thay. 5-6 saal ki umar mein.

Aftaar time.... mukhtalif kaamoN mein. Kitchen, TM, Quraan Paak Ki Tilawat With Translation (tv par)

Mausam yaad nahi... koyi acha hi ho ga mausam.

9 saal ki umr mein...

zaroor zaroor.... humari aftaari mein abhi 7 ghantay 25 min baaqi hain.
 
  • Like
Reactions: Seemab_khan

Seemab_khan

ღ ƮɨƮŁɨɨɨ ღ
Moderator
Dec 7, 2012
6,424
4,483
1,313
✮hმΓἶρυΓ, ρმκἶჰནმῆ✮
Abhi to khair kabhi nahi tora chup k... albata bachpan mein jab sab baroN k sath hum bhi zid kar k roza rakhtay thay, to kabhi kabhaar khaa liya kartay thay. 5-6 saal ki umar mein.

Aftaar time.... mukhtalif kaamoN mein. Kitchen, TM, Quraan Paak Ki Tilawat With Translation (tv par)

Mausam yaad nahi... koyi acha hi ho ga mausam.

9 saal ki umr mein...

zaroor zaroor.... humari aftaari mein abhi 7 ghantay 25 min baaqi hain.
abhi aur bhi sawalaat hyn aapaaa ;))
 
Kavi

Super Star
Oct 30, 2015
13,323
3,477
1,313
Dubai
yeh to maloom nahi k kab tak on rahoN gi. Albata agar lambaaaaaay arsay k liay OFF rahi to Duaa e Maghfirat zaroor kijiay ga.
اللہ پاک س بہتری کی اُمید رکھنی چاہیئے، زندگی ایک بہت بڑی نعمت ھے
اِس کے بارے میں مذاق میں بھی ایسی بات نہیں کہنی چاہئے، اللہ پاک آپ
کو جلد اور مکمل صحت دیں، آمین۔
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,700
11,682
1,313
اللہ پاک س بہتری کی اُمید رکھنی چاہیئے، زندگی ایک بہت بڑی نعمت ھے
اِس کے بارے میں مذاق میں بھی ایسی بات نہیں کہنی چاہئے، اللہ پاک آپ
کو جلد اور مکمل صحت دیں، آمین۔
آمین ثم آمین۔
 
  • Like
Reactions: Kavi

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Assalam o AlaiKum wrwb!!

well TM Parivaaar!! jesa k ap sbko maloom hy k hmari behn @shehr-e-tanhayi muhtarma ramadan me sbky choty shy ,, nanney munney interviews ly rhi hyn :joy ,,, so mene socha k kch hm bhi unka interview ly lyn :)

so here we go :)

1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaati HaiN?

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Karti HaiN?

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Karti Hain?

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?

11-Rmadan me kbhi kisi py bht ghussa aaya rozy ki halat mein?

12-Aftari bnany me help krti hyn k nhi?

13-Kitny ghanty ka roza hota hyn apky yahan?

14-Pakistan me guzara huwa ramadan best tha ya Denmark?

aap sb bhi sawalat ki barish kr skty hyn :p

Shukriyaaa :)

Top