Aapka Pasandeeda Iqtabas!

  • Work-from-home

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
i know its late but just wanted to share just like dat :)

thik hai.... per sara saal yehe kefiat nahin rehti insan some time namaz padhata hai per niat main apna koi maqsad hota hai some time namaz padhata hai per kuchh nae sochat q bas padhni hai pad lata hai some time namaz padhta hai lekin niat sirf or sirf us khuda ki raza us kimarzi us ki qurbat hasil krna hota hai jis se wo Allah miyan p sirf apni or us ki mohabat ka yaqeen dilana hota hai....to ye zaruri nae k tamam saal ya tamam zindagi insan ki niat aik ho....
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070

aap sehi farma rahy hen..
magar is me zaman o makan ki to qaid ya shart lagai hi nahi gyee..
obviously agar me ek Namaz apny ghar me ada to us ki kaifiyat aur ho gi
masjid me adad karon to aur.. aur wohi kisi aur Holy place par ada karon to aur..
agar muje koi dunyawi pareshani nahi he to niyat aur itminan e qalb ki aur kaifiyat ho gi.. aur agar khuda na khwasta kisi mushkil se dochar hon to reh reh kar terha terha ke waswasey aur pareshaniyan dil o dimag me jaga banaey rakhen gi..
(just sharing my own personal feelings.. no offense)
bas apny dil me jhank kar dekhny ki zaroorat he..
jin logong par Allah ka karam hot ahe un ko Namaz me inhamaak mil jata he.. aur namaz me poora khaloos mil jana.. Allah ki bahut badi rehmat he.. warna dunyawi masael sab se zyada namaz me hi yaad aaty hen..

aur baat sirf namaz ki to he bhi nahi.. Musalman ke to 24/7 ibadat hone chhyen.. chahey wo
kuch b ka rraha ho.. agar Allah ke ehkaam ke mutabiq aur Nabi SAW ki sunnat ke sath ho to..
magar problem yeh he ke.. ( muje yaad nahi aa raha yeh kon se Sahabi ya kisi badey aadmi ka qissa he) but unhon ne kisi se poocha tha ke moman aur musalman me kya faraq he.. to kisi bazurg aadmi ne jawab diya thaa ke Musalman wo he jo Allah KO maney.. aur Moman wo jo Allah KI maney..

so bas phadda sara KO aur KI ka hi he.. jab yeh hamen samaj aa jaey ga to InshAllah hamari ibadaat bi pur Khashooh o pur Khazooh ho jaen gi.. inshAllah.. :)
 
  • Like
Reactions: whiteros

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
amazing
sar Ashfaq ahmad k bata samjhane ka andaz sab se alag aur saada hay!
bohat khubsurat iqtabas i wish aap ne pehle kiya hota :-bd

"Issi tara hum khuda k saath akrte hain bazahar ibadat,,,aur batan kisi aur shey ka talabgar hota hay!"
wonderful n thought provoking!

thanks..

yaa he is a wonderful personality... and goes to the lowest possible of him to make it so simple to understand even for a common person like me.
pehly ya baad ka kya wasta.. who ever reads it.. and thinks over it for a bit.. makes it worth posting :)

thanks btw..
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

very very true
Btw whom else have u studied except Sir Shafaq Ahmad?
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
but unhon ne kisi se poocha tha ke moman aur musalman me kya faraq he.. to kisi bazurg aadmi ne jawab diya thaa ke Musalman wo he jo Allah KO maney.. aur Moman wo jo Allah KI maney..

:)
sorry just got it googled.. :p it was Ashfaq Ahmad again :)
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
very very true
Btw whom else have u studied except Sir Shafaq Ahmad?
Studied :eek: its a very strong word lil sister.. :p
well no doubt famous names do catch eyes n minds.. but i guess for me.. Name dznt mattar a lot.. i try to read any stuff IF it fits my tiny n narrow space :p u know wht i mean..
but even thn iv read many of Pakistani famous writers like Ahmad Nadeem Qasmi, Ata Ul Haq, Janam Shaukat Thanvi Sahab, Saadat Hasan, . i even tried to read Ibn e Insha .. and bano Qudsia .. lolzz see how wavered n weird i m :p and most f teh times to muej naam b yaad nahi rehty :p
and yaa i even read Devta by Mohaiyud Din Nawab ( thou his other stuff is a bit mature too) and Mazhar Kaleem too lolzz.. aur bataaon?? :p

hw abt u ?
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam o ALaikum
Umeed hay aap sab theek hon gaye :)
aik purana silsila phir se Shuroo karte hain!
is Thread may har Week Aik lafz aapko diya jaayega aapko Us k mutabiq kisi bhi musannif ka koi iqtabas share karna hay

Rules:

1=iqtibas k sath us k musanif or kitab ka nam zarur likhen.
2=ek member sirf 1 hi sharing kr sakta hai.
3=iqtibas share krne se pehle ye tasali kr len k ye iqtibas pehle se kisi ne share to nhi kia.
4= iqtibas share karwane ki last date 30th November hay!
umeed hai ap sb is muqable me bharpor shirkat kren ge:)
5= har week k winner ko award diye jaayega!

IS Week Lafz hay!

"Sabar"

****************************************************************************************

@~Bella~ @Qawareer @Kit_Kat @Rubi @Fa!th @attiya @Bela @Toobi @fareena_01 @faari @Azeyy @Fahadd @amazingcreator @Mantasha_Zawaar @yoursks @saviou @Haya_Fatima @Mahen @Asheer @Chaya @Sarlaa_Siddaqui @Star24 @Pari @khusboo @P@ssion
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Studied :eek: its a very strong word lil sister.. :p
well no doubt famous names do catch eyes n minds.. but i guess for me.. Name dznt mattar a lot.. i try to read any stuff IF it fits my tiny n narrow space :p u know wht i mean..
but even thn iv read many of Pakistani famous writers like Ahmad Nadeem Qasmi, Ata Ul Haq, Janam Shaukat Thanvi Sahab, Saadat Hasan, . i even tried to read Ibn e Insha .. and bano Qudsia .. lolzz see how wavered n weird i m :p and most f teh times to muej naam b yaad nahi rehty :p
and yaa i even read Devta by Mohaiyud Din Nawab ( thou his other stuff is a bit mature too) and Mazhar Kaleem too lolzz.. aur bataaon?? :p

hw abt u ?
:-sshow old r u ?
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
wrong question..
u shd ask.. How Wailaa r u :p
haha
agar waila hona aise hay to i must say sbako itna waila ho laina chahiye :p
reading is not about being waila,,Reading is about how much u want to learn,,how open ur mind is to learn more n more ,,,,n many more in ur case :p
 
Top