Ahmed Faraz- Ukh Fasana Nahin K Tujh Se Kahen

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
ukh fasana nahin k tujh se kahen
dil bhi mana nahin k tujh se kahen​
aj tak apni bekhyali k sabab
khud bhi jana nahin k tujh se kahen​
ek tu harfashna tha magar
ab zamana nahin k tujh se kahen​
be-tarah dil hai aur tujh se
dostana nahin k tujh se kahen​
ai khuda dard-e-dil hai bakhshish-e-dost
ab-o-dana nahin k tujh se kahen
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top