Wallpapers Ankhien Kholo A Dost !!! > K~n

  • Work-from-home

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P

-::السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ ::-
ALLAH ki rehmat ho ap sab par, Khush rahain Ap Sab or Ap Sab kay ghar wale.
Aziz dosto Apka mukhtasir sa waqt lon ga.(Mujhay Pata Hai Kuch Dost Sirf Like Karkay Thread Mien Anay Ka Farz Nibha Jatay per Islam ki baat padhnaa Hi Zaroori Hai Is Se Aap Ka Waqt Zaaye Nhn Hoga Balkay Is Waqt per ap ko fakhar hoga Qayamat Kay Din
So Please Sirf Like Na Karain Padhain Bhi Sahi )
Main kisi firqa ya mazhab ko hit nahi kar raha main tu sirf ALLAH ki bat jo Quran main hai woh share kar raha hon Ap sab ke sath take kam ilmi main jo ghaltiyan sar'zad ho jati hain,
aainda se wo naa ho pain.
1- Upar Aap hazraat ne parha ho ga keh aksar ulma/abid logon ka maal na'haq kha jate hain,
yeh riwayat Hazoor Akram SAWW ke zamane se bhi pehle ki chali aa rahi hai or bad’qasmati se ab tak bhi mujood hai. Non-Muslims to door ki bat hai, khud Muslims bhi iski lipait main aye hoye hain or Quran se dori ke baayis is bat se anjan hain.
Khasosi tor par Muqalid is ka shikar banta hai jo bina tehqiq kiye apne ulma ki bat manta hai or wo deen ke naam pe un se na’haq demands karte hain.
2- Dosra zikar khazana chupa kar rakhne wali bat ka hai jo khososi zakat ke upar aai hoi ayat hai. Same yahi baat Hazoor Akram SAWW ke zamane se bhi pehle ki hai or ab tak is gumrahi ka sad-e-baab nahi kiya gaya.
Muqalidoon main Zakat se buchne ke liye Heelay Bahane ba’taur fatwa deen main aise shamil kar diye gaye hain or Mohammad SAWW ke deen ko badal dala hai keh jis ki koi hadd nahi.
Ulma or Abid Hazraat ne Zakaat se buchne ke liye “Heela” par ba’qaida pura topic publish kiya. Zakaat na dena or maal ko apne pas bacha ke rakhne ka tareeka btaya.(Shayad Yeh Topic Kisi Padha Bhi Ho )
Astaghferrullah Thodi Detail Dekh Lain Jo Kuch ulma nay Zakat se Bachnay Kay Liye Batayi hai :
agar koi Mard itni raqam rakhta hai keh zakat deni pare to wo 1 saal pura hone se kuch din pehle who raqam apni Bivi ke naam kar de phir wo Zakaat us maal pe nahi day sake ga, or same jab Bivi ke pas maal ko jama kiye 1 saal pura hone lagay to woh apna maal apne Husband ke naam karde. Isi tarah process chalta rahe ga or Zakaat nahi deeni pare gi.
Ab aik nazar Quran ki is ayaat pe dalain jo ap ke samne hain…
ALLAH hum sab ko deen ki sahi samajh se nawaze.
Aameen!
Jazaka'ALLah
 

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
>>> @stillalone @yoursks @Tariq Saeed @faari @zoonia @Waqar Hussain @Shizuka @lotr @*SHB* @Syeda Fatima[DOUBLEPOST=1356703761][/DOUBLEPOST]
Wa'alaikumussalaam :-bd
JAZAKALLAH khairaan @kool~nomi bhai jan bohot hi aala o mufeed sharing
lekin mein thread parhta bhi hoon bhai {}{r54 thanks for sharing this with us .
Shukran jani shurkan :D
haha acha jani phr yeh baat tumharay liye nhn hai jin kay liuye hai woh samajh jayein :D[DOUBLEPOST=1356703849][/DOUBLEPOST]>> @EasHal @Sparkofighter @sweet doll @sweet bhoot @SUBHAANA @Bela @~!~RoOMi~!~ @SHAZIE @~Bella~ @FallenAngeL
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

54 وَمَكَرُوا وَمَكَرَ اللَّهُ ۖ وَاللَّهُ خَيْرُ الْمَاكِرِينَ سورة آل عمران
اور انہوں نے خفیہ تدبیر کی اور الله نے بھی خفیہ تدبیر فرمائی اور الله بہترین خفیہ تدبیر کرنے والو ں میں سے ہے


ye Allah ke sath dhoka nahi balke khud ke sath dhoka hai
aur aisa amal karne wale shayad ye bhul gaye hain ki Allah kabhi sota nahi sona to door ki baat usse to ung bhi nahi aati aur jo loog ghafil ho chuke hain aur aise khufia tadbeeren karte hain asal me wo bohot bade ghate me hain aise logon ko dunia me to nuqsaan uthana hai lekin akhirat ka khasara aur bhi bada aur bura hoga
Allah hame aise amal se mehfooz rakhe Aameen
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

54 وَمَكَرُوا وَمَكَرَ اللَّهُ ۖ وَاللَّهُ خَيْرُ الْمَاكِرِينَ سورة آل عمران
اور انہوں نے خفیہ تدبیر کی اور الله نے بھی خفیہ تدبیر فرمائی اور الله بہترین خفیہ تدبیر کرنے والو ں میں سے ہے


ye Allah ke sath dhoka nahi balke khud ke sath dhoka hai
aur aisa amal karne wale shayad ye bhul gaye hain ki Allah kabhi sota nahi sona to door ki baat usse to ung bhi nahi aati aur jo loog ghafil ho chuke hain aur aise khufia tadbeeren karte hain asal me wo bohot bade ghate me hain aise logon ko dunia me to nuqsaan uthana hai lekin akhirat ka khasara aur bhi bada aur bura hoga
Allah hame aise amal se mehfooz rakhe Aameen
Masha'Allah .. Nice Sharing Bhaijan ... Beshak .. Ameen ..

Bro Meri sharing kaisi lagi ?
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Masha'Allah .. Nice Sharing Bhaijan ... Beshak .. Ameen ..

Bro Meri sharing kaisi lagi ?
bohot achi sharing hai janab acha kaam kar rahe hain aap Allah apko iska behtareen ajar aata farmaye aur apko bhi is par amal karne aur isteqamat ke sath rehne ki taufeeq de Aameen
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
jazakAllah kher boht hi umda sharing or rhi bat apna maal wife ko de kr ya wife ka maal khud le kr zakat se bachne ki tadbeer to Allah kya dilon ke bhed nhi janta?
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

ChoCo

{ ' . ' } {C__C}
Super Star
Oct 29, 2012
6,169
6,637
363
MaRs
JAZAKALLAH Nomi :-bd
Bht maza aya parh k :) bht nice tha :)
Bht useful information sharing ki :)
Meri aik request thi @saviou @kool~nomi @Abidi @Dawn @S_ChiragH and @*Muslim* bro se k woh kia simple alfaaz me zakat calculate krnay ka tareeka bta sktay hain :)

Mein thora explain kr doon k me kia poochna chahta :) Mere paas aik ghar hai jo k zaroorat hai kyon k muje uss me rehna hai! so kia ghar pe b zakat lgay ge :) Issi tarah kon kon c cheezain hain k jin pe zakat lgay ge aur kin pe nahi lgay ge. Plus rate lgatay waqt kaise rate lgatay zakat ka? I mean aik cheez 10 years pehlay 100 rs ki thi tau kia zakat ussi rate k mutabik ho ge ya aj k new rate suppose 1000rs k mutabiq ho ge :)

Yh sb batein clear kr k Calculation ka tareeqa b bta dein :) Mere samait kaafi logon ko clear ho jae ga :) Me ne kai molvi hazraat se suna hai per muje abi tk clear nahi :)

Thanks Alot :)
 
  • Like
Reactions: Dawn and kool~nomi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
jazakAllah kher boht hi umda sharing or rhi bat apna maal wife ko de kr ya wife ka maal khud le kr zakat se bachne ki tadbeer to Allah kya dilon ke bhed nhi janta?
Yehi toh Pagal pana hai dear lloug ankhain band karkay Aalimo Per yakeen kartay hain Khud se research karna chaye kay quran kiya keh raha hai aur Ahaadees kiya keh rahi hain ... Bas Muftiyon Aur Aalimo Kay Mureed ban jatay hain Astaghferrullah .. Allah Hi Hidayat Dene wala hai ...[DOUBLEPOST=1356713053][/DOUBLEPOST]
waleikum salam n veri nice thanx 4 sharing jazaka allah khair:)
Shukran :)[DOUBLEPOST=1356713246][/DOUBLEPOST]
JAZAKALLAH Nomi :-bd
Bht maza aya parh k :) bht nice tha :)
Bht useful information sharing ki :)
Meri aik request thi @saviou @kool~nomi @Abidi @Dawn @S_ChiragH and @*Muslim* bro se k woh kia simple alfaaz me zakat calculate krnay ka tareeka bta sktay hain :)

Mein thora explain kr doon k me kia poochna chahta :) Mere paas aik ghar hai jo k zaroorat hai kyon k muje uss me rehna hai! so kia ghar pe b zakat lgay ge :) Issi tarah kon kon c cheezain hain k jin pe zakat lgay ge aur kin pe nahi lgay ge. Plus rate lgatay waqt kaise rate lgatay zakat ka? I mean aik cheez 10 years pehlay 100 rs ki thi tau kia zakat ussi rate k mutabik ho ge ya aj k new rate suppose 1000rs k mutabiq ho ge :)

Yh sb batein clear kr k Calculation ka tareeqa b bta dein :) Mere samait kaafi logon ko clear ho jae ga :) Me ne kai molvi hazraat se suna hai per muje abi tk clear nahi :)

Thanks Alot :)
Hmmm Jani Boht Khushi huwi aap ko Acha laga Shukran ... Aur Khushi hoti hai jab hum itni mehnat se posting karain aur aap loug padhain aur comment bhi karain :) Jazaka'Allah

CC To @saviou @Dawn Bro Zakat Calculation per aik thread lagadain Cchoco bro ki request hai Aap un ki Post padhlain ...

Bro In sha Allah Is Per Saviou bro achay se samjha saktay hain , in sha Allah aap ko clear ho jayega :)
 
  • Like
Reactions: Fahadd and ChoCo

ChoCo

{ ' . ' } {C__C}
Super Star
Oct 29, 2012
6,169
6,637
363
MaRs
Yehi toh Pagal pana hai dear lloug ankhain band karkay Aalimo Per yakeen kartay hain Khud se research karna chaye kay quran kiya keh raha hai aur Ahaadees kiya keh rahi hain ... Bas Muftiyon Aur Aalimo Kay Mureed ban jatay hain Astaghferrullah .. Allah Hi Hidayat Dene wala hai ...[DOUBLEPOST=1356713053][/DOUBLEPOST]
Shukran :)[DOUBLEPOST=1356713246][/DOUBLEPOST]

Hmmm Jani Boht Khushi huwi aap ko Acha laga Shukran ... Aur Khushi hoti hai jab hum itni mehnat se posting karain aur aap loug padhain aur comment bhi karain :) Jazaka'Allah

CC To @saviou @Dawn Bro Zakat Calculation per aik thread lagadain Cchoco bro ki request hai Aap un ki Post padhlain ...

Bro In sha Allah Is Per Saviou bro achay se samjha saktay hain , in sha Allah aap ko clear ho jayega :)
Thanksyou nomi! ap smjh tau gay ho gy mera matlab kia hai i mean modern zamanay k hawalay se aik aik cheez detail me bta dein shuru se end tk tau bht he faida ho ga :) Bht shukria :)
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Thanksyou nomi! ap smjh tau gay ho gy mera matlab kia hai i mean modern zamanay k hawalay se aik aik cheez detail me bta dein shuru se end tk tau bht he faida ho ga :) Bht shukria :)
In Sha Allah Jani Mien bhi is per thread lagaonga per kuch din mien Agar meri waja se kisi aik ko bhi faida hota hai toh mere liye is badh kar aur kuch nhn ... Bas Give me some days ...
 
  • Like
Reactions: ChoCo

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
JAZAKALLAH Nomi :-bd
Bht maza aya parh k :) bht nice tha :)
Bht useful information sharing ki :)
Meri aik request thi @saviou @kool~nomi @Abidi @Dawn @S_ChiragH and @*Muslim* bro se k woh kia simple alfaaz me zakat calculate krnay ka tareeka bta sktay hain :)

Mein thora explain kr doon k me kia poochna chahta :) Mere paas aik ghar hai jo k zaroorat hai kyon k muje uss me rehna hai! so kia ghar pe b zakat lgay ge :) Issi tarah kon kon c cheezain hain k jin pe zakat lgay ge aur kin pe nahi lgay ge. Plus rate lgatay waqt kaise rate lgatay zakat ka? I mean aik cheez 10 years pehlay 100 rs ki thi tau kia zakat ussi rate k mutabik ho ge ya aj k new rate suppose 1000rs k mutabiq ho ge :)

Yh sb batein clear kr k Calculation ka tareeqa b bta dein :) Mere samait kaafi logon ko clear ho jae ga :) Me ne kai molvi hazraat se suna hai per muje abi tk clear nahi :)

Thanks Alot :)

Mohtaram aap in threads ka mutala karen In sha Allah apko tafseel se maloom ho jayega
uske baad bhi koi ishkaal rahe to zaroor puchiyega

http://www.tafreehmella.com/threads/ahkaam-e-zakat-احکامِ-زکوٰۃ.167079/

http://www.tafreehmella.com/threads/zakah-sadaqah.99397/
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

ShyPrincess

Iz Perfectly Imperfect :)
TM Star
Oct 29, 2012
3,488
3,520
1,313
TX

-::السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ ::-
ALLAH ki rehmat ho ap sab par, Khush rahain Ap Sab or Ap Sab kay ghar wale.
Aziz dosto Apka mukhtasir sa waqt lon ga.(Mujhay Pata Hai Kuch Dost Sirf Like Karkay Thread Mien Anay Ka Farz Nibha Jatay per Islam ki baat padhnaa Hi Zaroori Hai Is Se Aap Ka Waqt Zaaye Nhn Hoga Balkay Is Waqt per ap ko fakhar hoga Qayamat Kay Din
So Please Sirf Like Na Karain Padhain Bhi Sahi )
Main kisi firqa ya mazhab ko hit nahi kar raha main tu sirf ALLAH ki bat jo Quran main hai woh share kar raha hon Ap sab ke sath take kam ilmi main jo ghaltiyan sar'zad ho jati hain,
aainda se wo naa ho pain.
1- Upar Aap hazraat ne parha ho ga keh aksar ulma/abid logon ka maal na'haq kha jate hain,
yeh riwayat Hazoor Akram SAWW ke zamane se bhi pehle ki chali aa rahi hai or bad’qasmati se ab tak bhi mujood hai. Non-Muslims to door ki bat hai, khud Muslims bhi iski lipait main aye hoye hain or Quran se dori ke baayis is bat se anjan hain.
Khasosi tor par Muqalid is ka shikar banta hai jo bina tehqiq kiye apne ulma ki bat manta hai or wo deen ke naam pe un se na’haq demands karte hain.
2- Dosra zikar khazana chupa kar rakhne wali bat ka hai jo khososi zakat ke upar aai hoi ayat hai. Same yahi baat Hazoor Akram SAWW ke zamane se bhi pehle ki hai or ab tak is gumrahi ka sad-e-baab nahi kiya gaya.
Muqalidoon main Zakat se buchne ke liye Heelay Bahane ba’taur fatwa deen main aise shamil kar diye gaye hain or Mohammad SAWW ke deen ko badal dala hai keh jis ki koi hadd nahi.
Ulma or Abid Hazraat ne Zakaat se buchne ke liye “Heela” par ba’qaida pura topic publish kiya. Zakaat na dena or maal ko apne pas bacha ke rakhne ka tareeka btaya.(Shayad Yeh Topic Kisi Padha Bhi Ho )
Astaghferrullah Thodi Detail Dekh Lain Jo Kuch ulma nay Zakat se Bachnay Kay Liye Batayi hai :
agar koi Mard itni raqam rakhta hai keh zakat deni pare to wo 1 saal pura hone se kuch din pehle who raqam apni Bivi ke naam kar de phir wo Zakaat us maal pe nahi day sake ga, or same jab Bivi ke pas maal ko jama kiye 1 saal pura hone lagay to woh apna maal apne Husband ke naam karde. Isi tarah process chalta rahe ga or Zakaat nahi deeni pare gi.
Ab aik nazar Quran ki is ayaat pe dalain jo ap ke samne hain…
ALLAH hum sab ko deen ki sahi samajh se nawaze.
Aameen!
Jazaka'ALLah
Wa-alaikum Assalam
JazakAllah khair 4 sharing : )
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
JAZAKALLAH Nomi :-bd
Bht maza aya parh k :) bht nice tha :)
Bht useful information sharing ki :)
Meri aik request thi @saviou @kool~nomi @Abidi @Dawn @S_ChiragH and @*Muslim* bro se k woh kia simple alfaaz me zakat calculate krnay ka tareeka bta sktay hain :)

Mein thora explain kr doon k me kia poochna chahta :) Mere paas aik ghar hai jo k zaroorat hai kyon k muje uss me rehna hai! so kia ghar pe b zakat lgay ge :) Issi tarah kon kon c cheezain hain k jin pe zakat lgay ge aur kin pe nahi lgay ge. Plus rate lgatay waqt kaise rate lgatay zakat ka? I mean aik cheez 10 years pehlay 100 rs ki thi tau kia zakat ussi rate k mutabik ho ge ya aj k new rate suppose 1000rs k mutabiq ho ge :)

Yh sb batein clear kr k Calculation ka tareeqa b bta dein :) Mere samait kaafi logon ko clear ho jae ga :) Me ne kai molvi hazraat se suna hai per muje abi tk clear nahi :)

Thanks Alot :)
قارئین کرام یہ احادیث دلیل ہیں کہ اموال زکواة، سونا، چاندی، مویشی، مال تجارت اور غلہ و اناج وغیرہ ہیں کہ جن میں سے حولان حول اور بلوغ نصاب کے بعد زکوٰة ادا کرنی ہو گی۔
نصاب زکوٰة:
(١) سونے کا نصاب:
درج بالا احادیث میں سے سنن ابن ماجہ کی روایت '1448 میں سونے کا نصاب 20 دینار بیان ہوا ہے۔ آج اہل علم کی تحقیق کے مطابق یہ وزن ساڑھے سات تولہ بنتا ہے۔ لہٰذا جب اتنا سونا کسی کی ملکیت میں ہو تو سال گزرنے پر اسے 2.5% کے حساب سے زکوٰة دینی چاہیئے۔ (خواہ سونا کسی بھی شکل میں ہو)
(٢) چاندی کا نصاب:
صحیح بخاری میں چاندی کا نصاب پانچ اوقیہ بیان ہوا ہے۔ جبکہ شرح معانی الآ ثار وغیرہ میں اس نصاب کو 200 درہم سے تعبیر کیا گیا ہے پانچ اوقیہ یا دو سو درہم کہیں بات ایک ہی ہے وزن برابر ہے اور آج اہل علم کے بقول اس کا وزن52½ تولہ بنتا ہے لہٰذا کسی کی ملکیت میں اگر اس مقدار کے برابر چاندی ہو ۔ (خواہ کسی بھی شکل میں ہو) تو سال گزرنے پر 2.5% کے حساب سے وہ زکوٰة ادا کرے۔
(٣) مویشی (بکری گائے ' اونٹ وغیرہ) کا نصاب:
صحیح بخاری کتاب الزکاة میں اونٹوں کا نصاب 5 اونٹ بیان ہوا ہے کہ اگر پانچ اونٹ ہوں تو ان پر ایک بکری زکوٰة ہے ، 5 سے24 اونٹ تک ہر 5 میں ایک بکری ہی ہو گی (صحیح بخاری۔ کتاب الزکاة ) 5 سے کم اونٹوں پر زکوٰة نہیں ہے۔
گائے کا نصاب سنن ابی دائود1572 اور جامع ترمذی وغیرہ میں 30 کے عدد سے بیان ہوا ہے اور یہ بھی کہ 30 گائیوں پر سال گزرنے کے حساب سے ایک سالہ بچھڑی یا بچھڑا بطور زکواة کے دیا جائے گا۔ 30 سے کم گائے پر زکواة نہیں ہے۔
بکری کی زکوٰة کا نصاب صحیح بخاری میں 40 بکریاں بیان ہوا ہے اس میں بکری زکوٰة ہے120 تک یہی نصاب رہے گا ۔ 40 سے کم بکریوں پر زکوٰة نہیں ہے۔
مویشیوں کی زکوٰة کے سلسلے میں یہ بیان ہوا ہے کہ یہ جانور ''سائمہ'' ہوں، اس سے مراد یہ ہے کہ جو ( سال کا زیادہ حصہ ) قدرتی وسائل ( چارہ گھاس وغیرہ) پر گزارا کر تے ہوں جو مویشی مستقل طور پر مالک کے خرچ پر گزارہ کر تے ہوں اور ذاتی استعمال کیلئے ہوں تو ان پر کوئی زکوٰة نہیں، خواہ تعداد میں کتنے ہی کیوں نہ ہوں۔البتہ جو مویشی تجارت کی غرض سے پالے گئے ہوں انکی آمدنی پر زکوٰة ہو گی۔
(٤) اناج اور غلہ کا نصاب:
صحیح بخاری شریف میں زرعی پیداوار کا نصاب 5 وسق بیان ہوا ہے جس کا وزن آج کے اعتبار سے 19 یا 20 من بنتا ہے۔ ( یا دوسرے لفظوں میں 725 یا 750 کلو) سنن نسائی میں بھی اسی وزن کا ذکر بطور نصاب کے کیا گیاہے۔
لہٰذا اگر زرعی پیداواری اس وزن کو پہنچ جائے تو زکوٰة ادا کرنی ہو گی بارانی پیداوار پر عشر ( یعنی دسواں حصہ) اور کنواں ، ٹیوب ویل،نہر وغیرہ سے خرید کر یا محنت شاقہ کر کے زمین سیراب کی گئی ہو تو پھر پیداوار کا پانچواں حصہ ( نصف العشر) زکواة ادا کرنی ہو گی ( صحیح بخاری، کتاب الزکاة)
یاد رہے کہ یہ عشر یا نصف العشر فصل کی کٹائی کے وقت ادا کیا جا تا ہے اور اگر فصل سال میں دو مرتبہ کٹتی ہے یا اس سے زیادہ مرتبہ زمین فصل دیتی ہے تو ہر فصل کی کٹائی پر نصف العشر یا عشر بصورت زکوٰة دینا ہو گا۔
نیز یہ بھی واضح ہو کہ ہر زرعی پیداوار پر زکوٰة ہو گی خواہ کچھ بھی ہو الایہ کہ دلیل کی بنیاد پر کسی چیز کو استثناء حاصل ہو جیسے سبزیاں وغیرہ ( کما فی الترمذی)
یا ایھا الذین آمنو انفقو ا من طیبات ما کسبتم و مما اخرجنا لکم من الارض ( البقرہ) اس آیت میں عمومی حکم ہے کہ زمین کی پیداوار میں سے خرچ کرو ( یعنی زکوٰة دو) لہٰذا عموم کا تقاضہ ہے کہ ہر قسم کے غلہ و اناج پر زکوٰة دی جائے۔ واﷲ اعلم
(٥) مال تجارت کا نصاب:
مال تجارت کا نصاب نقد کرنسی کا نصاب ہے کیونکہ کرنسی سونے چاندی کا بدل ہے لہٰذا اگر مال تجارت کا حساب کر کے سال کے آخر میں اتنا مال با اعتبار قیمت کے ہو یا اتنا پیسہ ہو کہ ساڑھے باون تولہ چاندی خریدی جا سکے تو اس پر 25% کے حساب سے زکواة دی جائے گی۔
چاندی کے نصاب کا اعتبار اس لیے کہ اس میں عوام کی منفعت زیادہ ہے کہ اقل االنصاب کو جلد پہنچنا ممکن ہے اور اس طرح غریب، غربائ، فقراء و مساکین زیادہ فائدہ اٹھاتے ہیں۔
مال تجارت ، سونا، چاندی، مویشی اور غلہ وغیرہ کے نصاب کو پہنچنے کی شرط کے ساتھ ساتھ یہ بھی (ادائیگی زکوٰة کیلئے) ضروری ہے کہ ان اشیاء پر حولان حول یعنی ایک سال کا عرصہ گزر چکا ہو۔
جیسا کہ جامع ترمذی وغیرہ میں بیان ہوا ہے کہ حاصل کر دہ مال پر ( مالک کی ملکیت میں) جب ایک سال گزر جائے تو زکوٰة ہے۔ اسکی تائید اس روایت سے بھی ہو تی ہے کہ جس میں آتا ہے کہ سیدنا عباس نے نبی علیہ السلام سے قبل الوقت زکوٰة دینے کی اجازت مانگی تو آپ صلی اﷲ علیہ وسلم نے انہیں اجازت مرحمت فرما دی ( جامع الترمذی)
تنبیہ: شہد کی پیداوار پر عشر دینے اور رکاز ( دفن شدہ خزانہ) حاصل ہونے پر خمس ( پانچواں حصہ) زکواة دینے کا ذکر احادیث مبارکہ میں ملتا ہے ۔ (دیکھئے صحیح بخاری کتاب الزکاة اور سنن ابن ماجہ)
زکوٰة سے مستثنیٰ چیزیں:
٭ بعض اشیاء پر زکوٰة نہ دینے کا ذکر ہوا ہے مثلاً صحیح بخاری شریف میں آتا ہے کہ ''مسلمان پر اس کے گھوڑے اور غلام میں زکوٰة نہیں ہے ۔ (یاد رہے اس میں ذاتی استعمال کی اشیاء مثلاً رہائشی مکان، گاڑی، فرنیچر، فریزر یا دیگر استعمال کے برتن وغیرہ بھی شامل ہیں کیونکہ ان پر زکوٰة کی کوئی دلیل نہیں ملتی)
٭ مال بر داری کے جانور یا لوڈنگ گاڑیاں اور مشینیں جو کہ آلات کسب و تجارت ہیں ان پر کوئی زکوٰة نہیں بلکہ انکی آمدنی پر شرط معلومہ کے ساتھ زکوٰة عائد ہو گی صحیح ابن خزیمہ اور سنن ابی دائود وغیرہ میں ہے کہ '' یس علی العوامل شئی أو صدقہ'' عامل (آلہ تجارت) پر کوئی زکوٰة نہیں۔
٭ زرعی پیداوارمیں سے سبزیوں پر کوئی زکوٰة نہیں۔ جیسا کہ جامع ترمذی اور دار قطنی وغیرہ میں ذکر آیا ہے۔
 
  • Like
Reactions: kool~nomi and ChoCo
Top