Asalam-o-Alikum
Mery khayal say hamary Arcade section main bohat kam games hain (42) aur jin main say zada tar k score 0 sy zada save nhi hoty......
Mera khayal hai k Arcade section py min 1,000 Games hony chahiya ta k Arcade py bhi thora maza aaye but baki web ki tarha nhi kariya ga k new member b game khel sakain...
Arcade pay sirf un playerzzzz ko allow kariya ga jin ki posts minimum 300 posts hoon is say cheaterzz nhi aa sakain gy...main aur webs ka bhi member hoon magar mujhy jitna maza idhar aata hai.. bakiyoon main nhi ata......
Aur chahta hoon yeh maza barkarar rahy..........
Hope ap loog jald hi is suggestion py amal karain gy...........
Nhi karain gy tou b koi masla nhi......
Regards,
UGY