Ayah Of The Day

  • Work-from-home

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
فرمانِ باری ہے:

''اے ایمان والو! اللہ سبحانہ وتعالیٰ کی اطاعت کرو اور رسول کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی
اطاعت کرو اور اولی الامر (امراء یا اہل علم) کی بھی، پس اگر تمہارا کسی شے میں تنازع ہوجائے تو اسے اللہ اور رسول کی طرف لوٹادو اگر تم اللہ اور یوم آخر پر ایمان رکھتے ہو، یہ زیادہ بہتر اور نتیجہ کے اعتبار سے زیادہ اچھا ہے۔
سورة النساء: ٥٩
 
  • Like
Reactions: duaabatool

realhassan3

Newbie
Apr 26, 2024
11
0
1

Assalaamu alaikum TM doston is umeed ke saath ke aap sub
khairiyat se hongen aur is dua ke saath ke agar aap kisi mushkil
pareshani bimaari ghuflat shetani waswase mein hain to ALLAH PAK
aapko usse nijaat naseeb farmaaye Aameen

mein eik naye silsile ka aghaaz kar raha hoon yahaan INSHA'ALLAH
rouz eik QURANI ayah ka tarjuma share karunga INSHA'ALLAH hum sub
is hidayat o naseehat se bhari KITABULLAH se hadd e Raza e ILAHI tak
faiyda utha sakengen aur aap sub se guzarish hai ke rouz visit kiya karen thread



Ayah of the day
Alerting for:
Be hayaiy ki baaton se jhoot
shirk na haq zyadti aur ALLAH ke mutaliq
aisi baat karna jiska ilm na ho
be sanad baat maanna
ye sub haraam hain

Suratal A'araaf,ayah#33





،فرما دیجئے کے میرے رب نے صرف بے حیائی کی
باتوں کو حرام کیا ہے جو ان میں سے ظاہر ہوں اور
جو پوشیدہ ہوں اور گناہ کو اور نہ حق زیادتی کو اور
اس بات کو کے تم الله کا شریک ٹھہراؤ
اور)جسکی اس نے سند نہیں اتاری اور یہ کے تم الله پر ایسی)
باتیں کہو جو تم خود بھی نہیں جانتے

Farma dijiye ke mere RAB ne sirf
be hayaiy ki baaton ko haram kiya hai
jo un me se zahir hon aur jo posheeda hon
aur gunah ko aur na haq zyadti ko aur is baat
ko ke tum ALLAH ka shareek thehrao,(aur)jiski
usne sanad nahin utaari aur ye ke tum ALLAH
per aisi baaten kaho jo tum khud bhi
nahin jaante

 
Top