''Aye khuda meri ibadat meri dua qabul karna mera khwab meri chahat ko sach karna
wo jise manga hai maine tujhse
use hamesha abaad rakhna
agar ho koi khata usse
to mujhe dena saza uski
naa aaye koi gham zindagi me usski
har lamha bass yehi dua hai meri
agar ho sake to mujhpar ek karam karna''
@Hoorain @Mahen @Chaya @fareena_01 @Guriya_RanI @Arsalan-Afzal @Shiraz-Khan @monimona_1990 @JUST LIKE ROZE @Jahil_Rose