Benaam sa yeh dard...tehaar kyun nahi jata...
jo beet gaya hai woh... guzar kyun nahi jata..
sab kuch to hai...phir bhi kia dhoondhti hai nigahein..
Kuch baat hai us jhalak main...har waqt wahi kyun nazar aata hai,
Chahta hoon jaise dil se..
Chahkar bhi use kyun nahi bata sakta
Woh aik hi chehra to nahi sare jahan main...
Jo door hai woh dil se utar kyun nahi jata
Woh naam jo barson se sajaya..na chehra na aawaz tha...
woh sirf khwaab hai agar to...bikhar kyun nahi jata
Benaam sa yeh dard...tehaar kyun nahi jata!