Chand...!

  • Work-from-home

Diary

Regular Member
Jun 25, 2013
62
80
718
kitabon ki duniya
Chodween ki raat thi.... chand apni pori aab o taab k saath assman per maghroor haseena ki tarha dheraj dheraj chal raha tha... k goya zara jo taiz rawi dikhaai tu paoon main moch na aa jay.... chand hamesha sey hi meri kumzori raha hay.... chand ko takna aur be takaan taktey rehna mera passadeeda mashghala raha hay .... bachpan main chandi raat ko zameen pe parne wale saay ko qadmoon tale rondne ko khoob bhaga karti thi per wo saya kabhi dastaras main aa hi na saka..... chand ki mad hosh kar dene wali chandni main apne saay sey guftugu karna bhi anokha hi kaam hota hay....

chand, samander aur dewanoo ka saath... scienci wojohaat tu jo bhi rahi hoon humain us sey kiya lena dena per aik baat tenoo main mushtark hay tenoo.n janooni hotey hain.... samander jab apni taqat k ghumand main hota hay tu sab khaakaster kar deta hay.... chand jab apne husn k guror main hota hay tu bazahir apni thandi chandni sey kaioo.n ka tan badan sulga deta hay... aur dewana jab apni dewangi ki miraaj pe hota hay tu apni hi aag main khud ko bhasm kar leta hay...

humari aik dost theen wo humarey Insha Jee aur Chand sey ishq pe hamesha nalaa.n rehteen theen... Insha ki mout pe shukar baja lateen aur chand pe khoob daagh lagateen.... kal un sey baat ho rahi thi tu hum nay bataya k khirki kholo babhar jhanko chand aasman pe hay aur bohat haseen lag raha hay ... tu kehne lageen k us pather k tokrey main husn tumhain dikhta ho ga mujhe nahi ....

bas us waqt sey socha aur bohat socha k kya chand mehz pather ka tokra hay ? jisey shairoon nay dewanoo nay kya sey kya banaya howa hay... per akhir is soch pe pohanchey k yahan aadat hi hay logoon ko dosroon k aib aam karne ki... dosroon main zara si kami hazaar ha gunah bari dikhti hay aur apni....... ya yoon kaheye k hum mizajan aise hain k hum sey kisi ki achaii bardasht hi nahi hoti ... per kyu?​
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Chodween ki raat thi.... chand apni pori aab o taab k saath assman per maghroor haseena ki tarha dheraj dheraj chal raha tha... k goya zara jo taiz rawi dikhaai tu paoon main moch na aa jay.... chand hamesha sey hi meri kumzori raha hay.... chand ko takna aur be takaan taktey rehna mera passadeeda mashghala raha hay .... bachpan main chandi raat ko zameen pe parne wale saay ko qadmoon tale rondne ko khoob bhaga karti thi per wo saya kabhi dastaras main aa hi na saka..... chand ki mad hosh kar dene wali chandni main apne saay sey guftugu karna bhi anokha hi kaam hota hay....​
chand, samander aur dewanoo ka saath... scienci wojohaat tu jo bhi rahi hoon humain us sey kiya lena dena per aik baat tenoo main mushtark hay tenoo.n janooni hotey hain.... samander jab apni taqat k ghumand main hota hay tu sab khaakaster kar deta hay.... chand jab apne husn k guror main hota hay tu bazahir apni thandi chandni sey kaioo.n ka tan badan sulga deta hay... aur dewana jab apni dewangi ki miraaj pe hota hay tu apni hi aag main khud ko bhasm kar leta hay...​
humari aik dost theen wo humarey Insha Jee aur Chand sey ishq pe hamesha nalaa.n rehteen theen... Insha ki mout pe shukar baja lateen aur chand pe khoob daagh lagateen.... kal un sey baat ho rahi thi tu hum nay bataya k khirki kholo babhar jhanko chand aasman pe hay aur bohat haseen lag raha hay ... tu kehne lageen k us pather k tokrey main husn tumhain dikhta ho ga mujhe nahi ....​
bas us waqt sey socha aur bohat socha k kya chand mehz pather ka tokra hay ? jisey shairoon nay dewanoo nay kya sey kya banaya howa hay... per akhir is soch pe pohanchey k yahan aadat hi hay logoon ko dosroon k aib aam karne ki... dosroon main zara si kami hazaar ha gunah bari dikhti hay aur apni....... ya yoon kaheye k hum mizajan aise hain k hum sey kisi ki achaii bardasht hi nahi hoti ... per kyu?​
wowwwww Diary again boht hi khoooooob soorat sharing ... And agree with you hum sab ki adat hoti hai dusro kay aib aam karnay ki aur apnay girebaan me nhn jhaanktay :( .. Allah

@Masoom_girl @Sarlaa_TM @HuriYa @Pari @Toobi @Alicia @Afrasham_afi @Anaya @Maheen_Hassan @Asheer
@faari @Diary @Shizuka @Hoorain @Nelly @Dawn @Era @Iceage-TM @sherry2112 @yoursks
@ChoCo @ShyPrincess @FallenAngeL @~Bella~ @Bela @Fa!th @Azeyy @Strangr @NamaL @sho_witch
@SUBHAANA @Shailina @Binte_Hawwa @Rubi @whiteros @Don @RedRose64 @khwahish @sweet_c_kuri @masoom_se_chahat
@Sabah @Star24 @marzish @Banned-Member @Chulbuli @i love sahabah @armaghankhan @DuFFer @Leeza_Rose @Pariwisha
@attiya @*Muslim* @Abidi @fareena_01 @CuTe_HiNa @reality @Mas00m_devil @*fajar* @Silent_tear_hurt
@AshirFrhan @Tasawwur @eXcalibuR @huny @rockerxx @S_ChiragH @sweet_ayesha @Wafa_Khan @usman_usman
@MIS_MaLAika @innocent_janat @souless @sizs @shzd @goodfrndz @naina_kaithrill @unique_angel @Cutepoison2
 
Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI
Chodween ki raat thi.... chand apni pori aab o taab k saath assman per maghroor haseena ki tarha dheraj dheraj chal raha tha... k goya zara jo taiz rawi dikhaai tu paoon main moch na aa jay.... chand hamesha sey hi meri kumzori raha hay.... chand ko takna aur be takaan taktey rehna mera passadeeda mashghala raha hay .... bachpan main chandi raat ko zameen pe parne wale saay ko qadmoon tale rondne ko khoob bhaga karti thi per wo saya kabhi dastaras main aa hi na saka..... chand ki mad hosh kar dene wali chandni main apne saay sey guftugu karna bhi anokha hi kaam hota hay....​
chand, samander aur dewanoo ka saath... scienci wojohaat tu jo bhi rahi hoon humain us sey kiya lena dena per aik baat tenoo main mushtark hay tenoo.n janooni hotey hain.... samander jab apni taqat k ghumand main hota hay tu sab khaakaster kar deta hay.... chand jab apne husn k guror main hota hay tu bazahir apni thandi chandni sey kaioo.n ka tan badan sulga deta hay... aur dewana jab apni dewangi ki miraaj pe hota hay tu apni hi aag main khud ko bhasm kar leta hay...​
humari aik dost theen wo humarey Insha Jee aur Chand sey ishq pe hamesha nalaa.n rehteen theen... Insha ki mout pe shukar baja lateen aur chand pe khoob daagh lagateen.... kal un sey baat ho rahi thi tu hum nay bataya k khirki kholo babhar jhanko chand aasman pe hay aur bohat haseen lag raha hay ... tu kehne lageen k us pather k tokrey main husn tumhain dikhta ho ga mujhe nahi ....​
bas us waqt sey socha aur bohat socha k kya chand mehz pather ka tokra hay ? jisey shairoon nay dewanoo nay kya sey kya banaya howa hay... per akhir is soch pe pohanchey k yahan aadat hi hay logoon ko dosroon k aib aam karne ki... dosroon main zara si kami hazaar ha gunah bari dikhti hay aur apni....... ya yoon kaheye k hum mizajan aise hain k hum sey kisi ki achaii bardasht hi nahi hoti ... per kyu?​
very very nice
 
fareena_01

Super Star
Mar 11, 2013
7,011
2,255
263
Karachi
bht achi bat kahi hai........ chand ko mehaz aik pathar kehne wale ye bhool jate hain k jis tarha sabhi pathar be qeemat nhi hote balk kuch itne baish qeemat hote hain k woh badshahon k tajon main bhi sajaye jate hain so chand ager pathar ka tukra hai bhi tab bhi aik baish qeemat pathar jis ki qadar o qeemat ka andaza her aik k bas ki bat hai hi nhi.
 
Dua_

Anmol Angel
TM Star
May 14, 2013
3,238
1,928
363
Chodween ki raat thi.... chand apni pori aab o taab k saath assman per maghroor haseena ki tarha dheraj dheraj chal raha tha... k goya zara jo taiz rawi dikhaai tu paoon main moch na aa jay.... chand hamesha sey hi meri kumzori raha hay.... chand ko takna aur be takaan taktey rehna mera passadeeda mashghala raha hay .... bachpan main chandi raat ko zameen pe parne wale saay ko qadmoon tale rondne ko khoob bhaga karti thi per wo saya kabhi dastaras main aa hi na saka..... chand ki mad hosh kar dene wali chandni main apne saay sey guftugu karna bhi anokha hi kaam hota hay....​
chand, samander aur dewanoo ka saath... scienci wojohaat tu jo bhi rahi hoon humain us sey kiya lena dena per aik baat tenoo main mushtark hay tenoo.n janooni hotey hain.... samander jab apni taqat k ghumand main hota hay tu sab khaakaster kar deta hay.... chand jab apne husn k guror main hota hay tu bazahir apni thandi chandni sey kaioo.n ka tan badan sulga deta hay... aur dewana jab apni dewangi ki miraaj pe hota hay tu apni hi aag main khud ko bhasm kar leta hay...​
humari aik dost theen wo humarey Insha Jee aur Chand sey ishq pe hamesha nalaa.n rehteen theen... Insha ki mout pe shukar baja lateen aur chand pe khoob daagh lagateen.... kal un sey baat ho rahi thi tu hum nay bataya k khirki kholo babhar jhanko chand aasman pe hay aur bohat haseen lag raha hay ... tu kehne lageen k us pather k tokrey main husn tumhain dikhta ho ga mujhe nahi ....​
bas us waqt sey socha aur bohat socha k kya chand mehz pather ka tokra hay ? jisey shairoon nay dewanoo nay kya sey kya banaya howa hay... per akhir is soch pe pohanchey k yahan aadat hi hay logoon ko dosroon k aib aam karne ki... dosroon main zara si kami hazaar ha gunah bari dikhti hay aur apni....... ya yoon kaheye k hum mizajan aise hain k hum sey kisi ki achaii bardasht hi nahi hoti ... per kyu?​
wwaaoooww nyc....
 
AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237

Really nIce sharing sis...
keep It up..!!!{(popcorn)}
@Diary
 
  • Like
Reactions: ChoCo

Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113

bohot he zabardast sharing {}{43r5
 
whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866

bohatNICE ...thanks shre kia
 
AshirFrhan

TM Star
Jul 23, 2012
1,322
821
163

Quite Beautiful,,,,
 
Top