Asslam o Alaikum ap logoon se ek chota sa Waqia Share kerna Chahta hun Cricket k hawaaly se
mje Cricket mien koi khass dilchaspi nai hai kbi kbhaar Pak vs India dekh leta hun
Last year jb world Cup ho raha tha to meri Cycle Kharab thi oor kuch Spare parts lene Shop pe gya to Wahan Shopkeper Match dekhne mein masroof tha to main ne try kiya lekin us ka dihaan ni aya meri tarf or keh diya k Baad mein ana Abi Busy hun main kafi Heraan howa k Yaar kesa Shouq hai ager Cricket e dekhna tha na yahan Shop kyn open ker k Betha tha Khair Dil mein e use thora Bura keh ker k next Shop ki Tarf ho gya. ..
AAp ki Nzr mein b koi aisa Shouqeen ho to btaaye. . .?