Charha Huwa tha jo Darya Utar gaya kab ka,
Tumhara Chahaney Walla to Mar Gaya Kab ka,
Na Meri Ruh meri he, Na Mera Jisam Mera he,
Tera Wajood to Mugh mein Utar gaya Kab ka.
Woh Aik Shaks jo Sab ko Sanbhaley Rakhta tha,
Tumhein Khabar he nahein he Bikhar gaya kab ka.
To Jiss ke Vaadon ko DiLse Lagai Beitha he,
Woh Apni Baat se Piyarey Mukar Gaya Kab ka
Mein ISHQ mein Ro Bhi Chukka Hon, Mar Bhi Chukka Hon,
Hadood-e-Jisam se mein to Ghuzar gaya Kab ka.