Wa'alaikumussalaam ok @
Nelly behna
ummm @
Don @
RedRose64 both have to reply honestly
questions for Don brother
aapne kabhi cigerate pee hai ??
PakietaN ke kis syasi jamat ko support karte ho ??
aapki maadri zaban ??
apna nick don kyun rakha hai ??
pari behna aapki choti sis hain ya bari ??
kya kabhi kisi taqreeb me naache ho ??
(agar haan to kis song pe)
shadi kab aur kisse karne ka irada hai ??
aapke ghar ki monthly income kitni hai ??
kya aap paanch waqt ke namazi ho ??
aapke fav Islamic aalim ??
for RR siso
aap kitne waqt se job kar rahi ho ??
beauti parlour aapka apna hai ya kisi aur ka ??
beautician ka course kab kiya shouq kabse huwa ??
aapke kotne behen bhai hain ??
aapke naam ka matlab kya hai ??
aapka fav colour ??
kya aap panch waqt ki namazi ho ??
aapka fav naat khwan ??
is baar vote kise diya ??
aapke ilaqe me mqm ki dadagiri hai ya pac ki