Chand man mein sama gaya koyi
Zindagi jagmaga gaya koyi
Mai na ab tak zara sambal payee
Raat itni kwaab dikha gaya koyi
Chain mann mein na neend aankhon mein,
Rog aisa laga gaya koyi
Nain sawan bane hai ro ro kar
Dard itna jaga gaya koyi
Maine poocha ki zindagi kya hai?
Hai tamasha bata gaya koyi
Zindagi jagmaga gaya koyi
Mai na ab tak zara sambal payee
Raat itni kwaab dikha gaya koyi
Chain mann mein na neend aankhon mein,
Rog aisa laga gaya koyi
Nain sawan bane hai ro ro kar
Dard itna jaga gaya koyi
Maine poocha ki zindagi kya hai?
Hai tamasha bata gaya koyi