lakin 100 din saas k mein to aisa nahi tha..............................tha shayed lakin waqat badal gaya...sasural walon ko danta nhi jata bus dant suni jati hai
lakin 100 din saas k mein to aisa nahi tha..............................tha shayed lakin waqat badal gaya...sasural walon ko danta nhi jata bus dant suni jati hai
Aslaam o Alaikum
kaisey hai sab ...merey lapi k sath aik masla ho gya ,,, mai TM pr ya kisi bhi jagha click kron tou aik page ya tab opn ho jata shayed koi advertize hoti hai bohot irritate kr raha hai plz btaey kaisey khatam kron ye silsila
@shehr-e-tanhayi @Hoorain @Armaghankhan @muttalib @Ally
Behave aisa hona chahiye keh jo Thapki milay wo pyaar ki ho ... dono khush ))lakin 100 din saas k mein to aisa nahi tha..............................tha shayed lakin waqat badal gaya...
hum moung ki dal bhi dhuli huyi khatay hain aur maash ki dal bhi dhuli huyi... is liay kisi dal ko to dhoya nahi ja sakyta in aanswoN se lakin agar ap ka matlab hai k type mistake ki vaja se DIL KO DAL likh diya to humara nahi khyaal k is se dil b dhulta ho ga... albata dil mein girne walay aanso kamzor bnatay hain... hum to kehtay hain k jo aanso aankh mein aayen unhen baha dena chahiay... iss se dil saaf ho jata hai.Seriously agar yahi anso bahar ki janab aany ki bajaaye andar ki janab Dal par se guzrain to Dil dhul j.
aye aur zindagi sanwar jaye ....... wo bhi Us Zaat e Paak ki Muhabbat main or naraazgi ke Khoof se
lagta hai hamare aane se pehle hi masla hal ho gaya haig ab nhi a rahey adds
Oh Khudaya ......... Naswar to main lagata nahi magar typing mistake aaj kal aisy ho rahe hain jese keh main Aaadi hoon aur na lagaya ho ..... any way aap ne pakarh lia .... achi baat hai Dil bhi dhul gia aur Daal bhi dhul gaihum moung ki dal bhi dhuli huyi khatay hain aur maash ki dal bhi dhuli huyi... is liay kisi dal ko to dhoya nahi ja sakyta in aanswoN se lakin agar ap ka matlab hai k type mistake ki vaja se DIL KO DAL likh diya to humara nahi khyaal k is se dil b dhulta ho ga... albata dil mein girne walay aanso kamzor bnatay hain... hum to kehtay hain k jo aanso aankh mein aayen unhen baha dena chahiay... iss se dil saaf ho jata hai.
Uss Zaat E Paak K Khouf Se Bagr Aanso TapkeN To Bahot Qeemti HaiN.
bas aap ki isi daal daal ki gardaan aur daal na galne ki vaja se hum ne apko woh mahavara bola tha yeh munh aur masoor ki daal...Oh Khudaya ......... Naswar to main lagata nahi magar typing mistake aaj kal aisy ho rahe hain jese keh main Aaadi hoon aur na lagaya ho ..... any way aap ne pakarh lia .... achi baat hai Dil bhi dhul gia aur Daal bhi dhul gai
mgr is post par meri daal gali nahi itna to andaza ho gia .......... chal anda amlet par guzara ho jae