Lol tum shayad Pakistan main pehli insaan hoge jis nae Bulbulay nhi dekha aaj tak.seriously nahi dekhti Bulbulay..... waisay iss duniya ki hon b nahi shayed is liay itnay mashoor dramay ka nahi pata..
mera naam shehr-e-tanhayi hai
Acha. waise aap nakhun kyoun chaba rahein hai..? Maine koi aise baat tou nhi ki.Siso ki baat pe
ye Khoff tha naAcha. waise aap nakhun kyoun chaba rahein hai..? Maine koi aise baat tou nhi ki.
Lol aap ko khoof tha aur aap hee ko nhi pata kis cheez ka khoof tha......Very nice.kia pata
Lolz ty ty ..Lol aap ko khoof tha aur aap hee ko nhi pata kis cheez ka khoof tha......Very nice.
Waise aap itne subah uth gayeen.... Fajar ki namaz kay liyay uthee hon gee na aap..?
Waisewahan tou abhi 6:40 am hoye hoon gae.....haina..?
6 bajay...NiceLolz ty ty ..
yeap 6 baje uthi thi..
lapu abi on kia hua..
LOllz yeah ,6 bajay...Nice
waise aap ka kia schedule hai aaj ka....if i may ask..
Main tou abhi Uni janay wala hoon.....phir wahan se 5:00 bajay ghar wapis aaonga.
Okay.LOllz yeah ,
mujhe b jana hy Clg kuch der tak..
then will be back around at 3
Ty ty..Okay.
Hope you have a nice day. Take Care and Bye
aap itni tareefein kar rahay hain to dekh lon gi kiya hai Bulbulay mein....Lol tum shayad Pakistan main pehli insaan hoge jis nae Bulbulay nhi dekha aaj tak.
Tumhara naam shehr-e-tanhai hai......hmmmm waise itna tanhai main rehna acha nhi hota sehat k liye
Asli wala naam tou batao. daroo nhi....khaah nhi jaon ga.
Han zaroor dekhna. youtube pay mil jaen gae bulbulay k puranay episodes tumhaen.aap itni tareefein kar rahay hain to dekh lon gi kiya hai Bulbulay mein....
ab naam ko khaa k bhala aap karo gay kiya....
achaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa... aisa kiya... lakin meri sehat par to koyi farq nahi para
haan jee ab aap ne itni tareefein ki hain to zaroor dekhon gi... lakin mujhay PEHCHAN jaisay dramay zyada achay lagtay hain.. woh dekha tha. aap ne dekha?Han zaroor dekhna. youtube pay mil jaen gae bulbulay k puranay episodes tumhaen.
Acha. koi farq nhi para tumhare sehat per.....tou shayad main ghalat tha.
Waise ghar main bhi tumhae har koi isse name sayy bulata hai kia..?
PEHCHAN....hmmm Maine na yeh drama kabhi dekha hai na kabhi iss k baray main suna hai. Kon se channel se aata hai..? Drama kaisa hai..? i mean story kia hai dramay kee...? Naam se tou....Comedy drama tou nhi lag raha...haan jee ab aap ne itni tareefein ki hain to zaroor dekhon gi... lakin mujhay PEHCHAN jaisay dramay zyada achay lagtay hain.. woh dekha tha. aap ne dekha?
ghar waloN ko is naam se bulanay par koyi pabandi nahi hai jee.
@Fanii bhai dekhiay inhon ne humaray naam ko ajeeb bola....PEHCHAN....hmmm Maine na yeh drama kabhi dekha hai na kabhi iss k baray main suna hai. Kon se channel se aata hai..? Drama kaisa hai..? i mean story kia hai dramay kee...? Naam se tou....Comedy drama tou nhi lag raha...
Ghar walay aap ko kis naam se pukartay hain.....main wo naam janna chah rha thaa.
"Shehr-e-tanhayi"....... Aaisa ajeeb sa naam dimagh main aya kahan say....?
Itne ajeeb naam ko ajeeb na bolon tou kia bolon..? Waise yeh tumhara bhai bhi tumhare tarhan ka lag raha hai......Uss k bio k mutabik wo chand pe rehta hai aur kisi jaga ka Prince hai@Fanii bhai dekhiay inhon ne humaray naam ko ajeeb bola....
ab hum in ki baqi baaton ka jawab nahi dein gay...
humen bhala yaad ho ga k kis channel se aaya tha yeh drama.. youtube par search karo to mil na jaey ga bhala...
aur ap se kis ne keh diya k hum comedy drama dekhtay hain..... hum to sanjeeda qisam k dramas dekhtay hain agar kabhi dekhna chahen to.
lol ye kis ne aisa bolny ki himat ki naam batao abi murgha banaty hain usko@Fanii bhai dekhiay inhon ne humaray naam ko ajeeb bola....
ab hum in ki baqi baaton ka jawab nahi dein gay...
humen bhala yaad ho ga k kis channel se aaya tha yeh drama.. youtube par search karo to mil na jaey ga bhala...
aur ap se kis ne keh diya k hum comedy drama dekhtay hain..... hum to sanjeeda qisam k dramas dekhtay hain agar kabhi dekhna chahen to.