Hum Se Kya Poochte Ho.

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Hum se kya pochtay ho hijr main kya kartay hain?
Teray lout aanay ki din raat dua kartay hain?

Ab koi hont nahin in ko churanay aatay
Meri aankhon main agar ashk howa kartay hain,

Teri tu janay, Par aey janay tamanna hum tu
Saans ke saath tujhay yaad kiya kartay hain,

Kabhi yaadon main yujhay banhoon main bhar letay hain
Kabhi khuwabon main tujhay choom liya kartay hain,

Teri tasweer laga letay hain seenay se
Phir teray khat se teri baat kiya kartay hain

Gar tujhay chornay ki soch aye dil main
Hum tu khud ko wahin chor diya kartay hain
 
Top