Idea Islam Sub-sec For Kids!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam o ALaikum
Kids mela section k liye i was feeling k us section may Kids k liye Islam se related alag se material share kiya j sakkey to us k liye aik separate sub-sec arrange kiya jaaye for children who r in early learning stage!
us section may nimaz,,Quran paak,,kuch basics,,islamic videos for kids,,Noorani para aur issi tara ki dusri educational cheezain share ki ja sakain jis se bache easily learn kar sakkain!
waiting for ur response!

@RedRose64
@Don
@Nelli
 

lahoriya

Newbie
Aug 27, 2012
27
21
3
Wa Alaikum Assalam

ap ki soach bohat achi ha per yeh sab to normal islamic section main bi share ho sakta ha woh is liye ka kids to yahan koi aty nahi han hum bare logon na hi bachon ko samjana hota ah islam or duniya ka bare main mare khiyal se normal hi section main post kiya jaye baqi sab ki b rayee dekhty han woh kya kehty han

regardz

Lahoriya
 
  • Like
Reactions: RedRose64

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ISLAM KNOWLEDGE FOR KIDS ,,YA ISLAM FOR KIDS,,,,,YA AAP JO CHAHAIN​
[DOUBLEPOST=1346165565][/DOUBLEPOST]
Wa Alaikum Assalam

ap ki soach bohat achi ha per yeh sab to normal islamic section main bi share ho sakta ha woh is liye ka kids to yahan koi aty nahi han hum bare logon na hi bachon ko samjana hota ah islam or duniya ka bare main mare khiyal se normal hi section main post kiya jaye baqi sab ki b rayee dekhty han woh kya kehty han

regardz

Lahoriya
AAP BILKUL SAHI KEH RHI HAIN K BARRON NE SIKHANA HAY,,,BUT ABHI JO ISLAM SEC HAY YA KIDS SEC HAY US MAY KAHI BHI BACHON K LIE ISLAM SE RELATED KUCH SHARE NHI KIYA JA RHA,,AGAR KIYA B JAAYE TO WHO KNOWS?SAB AIK HI JAGA HAY TO KAFFI GARBAR LAGTA??,,AB OBVIOUSLY AGAR HUM B SIKHAYAIN GAYE TO KAHI SE DHUNDHE GAYE HI,,,MAGAR MATERIAL SEPARATE SEPARATE ARRANGE KIYA JAAYE TO NEAT LAGTA HAY N FIND KARNA AASAN REHTA HAY,,,TO MAIRA POINT. SIRF AIK SEPARATE SEC ARRANGE KARWANA HAY TAN K SAARA MATERIAL UDHAR AIK JAGA ALAG AA JAAYE!
 
Top