Istaqbal-e-ramzan!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

بسم الله الرحمن الرحيم

rabbish rahli sadri wa yassirli amri surah ta ha 20 25 28 systemoflife.jpg

Istaqbal-e-Ramzan

Aap sab ko meri taraf se Ramzan ki rehmatain aur barkatain bohat mubarak hon,is thread may hum Ramzan k hawale se Quran o ahadith ki roshni may kuch ehkamaat aur Ramzan ki fazeelat pe kuch baat karain gey InshaAllah!

Irshaad-e-rubani hay:​

"Aey Emaan walo tum par roze farz kiye gey hain jaise k tum se pehle logon par kiye gey thay ta k tum parhaiz gaar ban jao" (Al-baqra:183)

Istaqbal e Ramzan k hawale se Nabi Akram Sallal'lahu ALaihy Wasallam ne sahaba karam(R.A) se khasusi Khitab farmaya..

istiqbalelramazan_02.jpg

Razman ul Mubarak ki Ehmiyat:

  • Ramzan ul Mubarak Islamic calendar ka Nova(9th) maheena hay..
  • Ramzan ul mubarak ko nekio ka mousam-e-bahar kaha jata hy kio k is maheene may Allah Tala apni rehmaton aur bakhshsish k darwazey khol daita hay...
"Hazrat Abu Huraira (R.A) farmate hain k Rasul Akram Sallalahu Alaihe Wasallam ne farmaya jab Ramzan ul Mubarak aata hy to rehmat k darwazey khol diye jaate hain aur jahanum k darwazey band kar diye jaate hain aur shaitano ko zanjeeron may jakar diya jata hy"(Sahih Muslim)

  • Ramzan u Mubarak may Quran paak nazil hua...
Irshaad-e-rubani hy"Hum ne is Quran ko shab-e-qadar may nazil krna shuroo kiya"(Surah-qadar:1)
  • Ramzan ul Mubarak may shab-e-qadar hy jis aik raat ki ibadat hazar maheeno se behtar hy...
Quran paak may irshaad hy: "aur tumhe kia maloom k shab-e-qadar kia hay?shab-e-qadar hazar maheene se behtar hy"(Surah Qadar:2-3)

  • Ramzan ul Mubarak k 3 ashrey hain
  1. pehla Ashra Rehmat
  2. Dusra Ashra Maghfirat
  3. Teesra hissa Aag se nijaat hy

Rozey k muttaliq chand ehkamaat:

Roze ki niyat:

Farz rozon k liye raat ko talu-e-sahar se pehle pehle roze ki niyyat krna zarur hy,,Rasul Akram Sallalahu Alaihey Wasallam ne farmaya:

"Jis ne fajar se pehle pehle raat ko rozey ki niyyat na ki uska roza nhi"(Sanan abi dawood)
Niyyat ka matlab dil ki niyyat hy Zuban se khasusi niyyat ki koi sanad Nabi Akram Sallalhu Alaihe Wasallam se sabit nhi...

Sehri khana zaruri hy:

Nabi Akram Sallahu Alihey Wasallam ka farman hy:

Hamare aur ehl-e-kitab k rozey k darmyan farq karne waali cheez 'Sehri ka khana hy'(Sahih Muslim, assiyam,baab fazal-al sahood:1092)

aik aur hadith may hy:

"Sehri khana bays-e-barkat hy is liye isse na choro chahey aik ghoont pani hi pee lo, kio k sehri k waqt Allah tala aur us k farishte sehri khaane waalon pr rehmat bhaite hain yaani ALlah tala rehmat bhejta hy aur farishte rehmat aur maghfirat ki dua karte hain"(al-fatah-ul-rubani)

Roza iftari may jaldi karna:

Nabi Akram Sallalahu Alaihey wasallam k zamana may yahood-o-nasara raat ki tareeki phailne ka intazar karte yaha tk k taarey nazar aane lagte phir iftari karte ,,Taham Musalmano ko Hazrat Muhammad Sallahu Alaihey Wasallam ne iftari may jaldi karne ka hukam diya:

"log is waqt tak hamesha bhlayi may rhain gey jab tk roza kholne may jaldi karain gey"

Roza kis cheez se iftar kiya jaaye:

"Hazrat Ans(R.A) se riayat hy k Hazrat Muhammad(PBUH) ka mamul tha k nimaz e maghrib se pehle taza khajooron se roza iftar karte,agar taza khajoorain na hoti to chuwaron se roza iftar farmaate agar wo b na hote to paani k chand ghoont nosh farma laite"(sanan abi dawood,assyam,baab ma yaftar aleh:2306)

Dua ki qabuliyat ka waqt:

Sara din ALlah ki raza k liye bhook piyas aur dusri khwahishat ko control rakhne k baad momin ko Allah k haan aik khaas muqam hasil hota hy..
Aik hadith may Hazrat Muhammad(PBUH) ne farmaya:

"Iftari k wat rozdaar ki dua radd nhi ki jaati"(sana ibn-e-maja,assyam:1803)

Iftari k waqt ki dua:

Iftaar k waqt ye dua parhi jaani sahih ahadith se sabit hy:

R40.jpg

Roza iftar karwane ka sawab:

Nabi Akram (PBUH) ne farmaya:

"Jis ne kisi rozedaar ka roza iftaar karwaya ya kisi ghazi ko tyar kiya to us k liye b is k brabar ajar hy"..(Sharah Alsunnat,baab sawab min fatar sayma:3903)

Rozedaar ko kin cheezon se bachna chahiye:

Jhoot se:

"Prophet uhammad(PBUH) ne farmaya jis shakhs ne jhoot bolna aur jhoot par amal karna na chora to Allah Rabbul Izzat ko koi zarurat nhi hy k aisa shakhs khana peena chor dey,,(yaani ALlah k haan aise roze ki koi ehmiyat nhi) [Sahih Bukhari,Alsoam:1903)

Laghv aur rafas se :

Nabi Akram Sallalahu Alehe Wasallam ne farmaya:

"Roza sirf khana peena chorne ka naam nhi,roza to laghv aur rafas se bachne ka naam hy,is liye agar koi tujh se jahalat se paish aaye to tu teh dey k main to bhae rozedaar hun"(Sahih ibn-e-ghazeena)

laghv aur rafas kia hy?

  • Laghv: behooda aur befaia kaam ko kehte hain
  • Rafas :jinsi khwahishaat par mabni batain aur harkatain hain..

Kitne badnaseb hain wo log jo saara mahena roze rakhne k bawajud ibadat ka haq ada nhi kar paate aur na hi iski rooh ko samajh pate hain..

Rasul Akram Sallalahu Alehy Wasallam ne farmaya:

"kitne hi rozedaar hain jinhe siwaye piyas k roza rakhne se kuch nhi milta,aur kitne hi shab baidar hain,jinko siwaye bekhwabi k shab baidari se kuch hasil nhi hota"[masnad ahmad]

Dua

Allah tala se dua hay k wo hamain is babarkat maheene may ziada se ziada ibadat kne ,khashu-o-khazu wali nimazain ada karne ,izkaar krne aur apne shakhsiyat ka muhasba krne ki tofeeq ata farmayain, Hamare tmam gunah-e-sagheera o kabeera maaf farmayain,aur apni aaynda zindagi may b in tmama buraiyo se bachne may hmari madad farmayain,,Allah tala hamain Nabi kareem(SAW) k btaye huye tareeqo k mutabi unki sunnat ki prwi karte huye ramzan guzarne aur ibadaat ka haq ada karne ki tofeeq ata farmayain,,
Alla tala hamain hidayat ka rasta dikhayain aur hamesha us pe chalne may hmari madad farmayain Aameen,
Jo kaam/batain/cheezain Allah k nazdeek napasandeeda hain Allah rabbul izzat hamare dilon may b un baaton/cheezn/kamo k liye napasandeedgi aur bezari paida farm dain,Hamare dilo ko hidayat k liye khol dey hamare dilon may aik dusre k liye narmi aur husn-e-salook k jazbaat paida farmayain aur tmam umar apne aajiz aur shukar guzaar bando may shamil farmaye rakhey AAMeen Sum Aameen

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070

View attachment 82237

mashAllah Hoor.. bahut khhobsoorat..
Very Simple.. n too sober.. decorative and informative..

mashAllah..

.................

JazakAllah for sharing :)
 
  • Like
Reactions: Hoorain

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
hmmm............nice sharing ..shabash ..keep it up
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon

zbrdst thread siso ... very creatie and superb ... best ov luck ... :-bd
 
  • Like
Reactions: Hoorain

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
MashaAllah...Lovely Thread Bajo ;;)
Informative and Creative Too :)
Good luck!
 
  • Like
Reactions: Hoorain

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

Aameen
Ma Sha Allah :)
bohot khubsurti se aur ahsan andaz me dalail k sath apne ramadan ke takreeban hissa ko cover kiya hai

Allah hame amal ki taufeeq de Aameen
 
  • Like
Reactions: Sabah and Hoorain

attiya

TM Chiryah
TM Star
Feb 2, 2013
3,974
1,473
813
Lahore

MashAllah nyc sharing sis
bht se batein aj new pta lage
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Ma sha Allah buhut he badiya thread aap ne banaya Ramadan k hawale se :)
and padh ker mazeed ilm mei izafa hua, JazakAllah khair Hoorain appa :)
aur wakiye mei ager hum en sab baato pe amal karenge tu spiritually ek peaceful feeling paida hoga insaan mei, phir kaun kahta hai k ramadan ki ibadat mushkil ya zyada hai, meanwhile it's a self maintaining course for us khair
chuwaron ?? kes cheez ko bolte hai??
 
sukhe khajoor
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Ma sha Allah buhut he badiya thread aap ne banaya Ramadan k hawale se :)
and padh ker mazeed ilm mei izafa hua, JazakAllah khair Hoorain appa :)
aur wakiye mei ager hum en sab baato pe amal karenge tu spiritually ek peaceful feeling paida hoga insaan mei, phir kaun kahta hai k ramadan ki ibadat mushkil ya zyada hai, meanwhile it's a self maintaining course for us khair
chuwaron ?? kes cheez ko bolte hai??
ji bilkul ,,JazakAllah khair :)
chuwarey matlab saviou bro ne btaya sukhe khajoor(
 
Last edited:
Top